nbf
[00:04.16] Aa…
[00:32.59] Kisi nazar ko tera intezar aaj bhi hai
[00:42.94] Kisi nazar ko tera intezar aaj bhi hai
[00:53.84] Kahaan ho tum ke yeh dil bekarar aaj bhi hai
[01:03.20] Ho.. kisi nazar ko tera intezar aaj bhi hai
[01:25.78] Woh wadiyan woh fazayein
[01:30.58] Ke hum mile the jahaan
[01:38.27] Woh wadiyan woh fazayein
[01:43.59] Ke hum mile the jahaan
[01:48.64] Meri wafa ka wahin par
[01:53.96] Mazaar aaj bhi hai
[01:58.20] Ho.. kisi nazar ko tera intezar aaj bhi hai
[02:22.65] Na jaane dekh ke kyon unko yeh hua ehsaas
[02:35.93] Na jaane dekh ke kyon unko yeh hua ehsaas
[02:45.23] Ki mere dil pe unhein ikhtiyar aaj bhi hai
[02:55.59] Ho.. kisi nazar ko tera intezar aaj bhi hai
[03:19.76] Woh pyaar jiske liye humne chhod di duniya
[03:30.39] Woh pyaar jiske liye humne chhod di duniya
[03:39.94] Wafa ki raah mein ghayal woh pyaar aaj bhi hai
[03:49.51] Ho.. woh pyaar jiske liye humne chhod di duniya
[04:10.35] Yakin nahin hai magar aaj bhi yeh lagta hai
[04:23.90] Yakin nahin hai magar aaj bhi yeh lagta hai
[04:34.80] Meri talaash mein shayad bahaar aaj bhi hai
[04:43.55] Ho.. kisi nazar ko tera intezar aaj bhi hai
[05:08.26] Na poochh kitne mohabbat ke zakhm khaaye hain
[05:20.49] Na poochh kitne mohabbat ke zakhm khaaye hain
[05:31.11] Ki jinko soch ke dil saugawar aaj bhi hai
[05:40.40] Ho.. woh pyaar jiske liye humne chhod di duniya
[05:51.02] Wafa ki raah mein ghayal woh pyaar aaj bhi hai
[06:00.33] Ho.. kisi nazar ko tera intezar aaj bhi hai
[06:11.75] Kahaan ho tum ke yeh dil bekarar aaj bhi hai
[06:21.05] Ho.. kisi nazar ko tera intezar aaj bhi hai
[00:00.00] Zindagi kya koi nisar kare
[00:00.00] Kis-se duniya mein koi pyaar kare
[00:00.00] Apna saaya bhi apna dushman hai
[00:00.00] Kaun ab kiska aitbaar kare
[00:00.00] Aitbaar kare..
