Lrc Player

Dushman Na Kare Dost Ne Wo Kaam Kiya Hai - Aakhir Kyon 320 Kbps

Unknown artist
[06:03.65]·Synced by Guest·
This lyric sheet isn't paired with a song yet, so lines are shown but won't sync or seek.

[00:01.49] dushman na kare dost ne wo kaam kiyaa hai

[00:23.80] dushman na kare dost ne wo kaam kiyaa hai

[00:29.65] umr bhar kaa Gam hame.n iinaam diyaa hai

[00:37.88] dushman na kare dost ne wo kaam kiyaa hai

[00:43.72] umr bhar kaa Gam hame.n iinaam diyaa hai

[01:14.01] tuufaa.N me.n hamako chho.D ke saahil pe aa gaye

[01:19.32] ko: aa.a

[01:24.62] la: tuufaa.N me.n hamako chho.D ke saahil pe aa gaye

[01:27.55] saahil pe aa gaye

[01:35.79] naaKudaa kaa

[01:39.23] naaKudaa kaa hamane jinhe.n naam diyaa hai

[01:44.29] umr bhar kaa Gam hame.n iinaam diyaa hai

[01:55.44] dushman na kare o.a

[02:32.80] pahale to hosh chhiin liye zulm-o-sitam se

[02:38.64] ko: aa.a

[02:43.68] la: pahale to hosh chhiin liye zulm-o-sitam se

[02:49.54] zulm-o-sitam se

[02:54.85] diiwaanagii kaa

[02:58.04] diiwaanagii kaa phir hame.n ilzaam diyaa hai

[03:03.61] umr bhar kaa Gam hame.n iinaam diyaa hai

[03:13.69] dushman na kare o.a

[03:16.89] a: o.a

[03:19.54] ko: aa.a

[03:44.79] a: apane hii giraate hai.n nasheman pe bijaliyaa.N

[03:50.10] ko: aa.a

[03:54.86] a: apane hii giraate hai.n nasheman pe bijaliyaa.N

[04:00.19] nasheman pe bijaliyaa.N

[04:05.50] Gairo.n ne aa ke

[04:08.68] Gairo.n ne aa ke phir bhii use thaam liyaa hai

[04:14.26] la: umr bhar kaa Gam hame.n iinaam diyaa hai

[04:24.62] a: dushman na kare o.a

[04:52.25] la: ban ke raqiib baiThe hai.n wo jo habiib the

[04:57.56] ko: aa.a

[05:02.61] la: ban ke raqiib baiThe hai.n wo jo habiib the

[05:07.92] wo jo habiib the

[05:13.50] yaaro.n ne Kuub

[05:16.42] yaaro.n ne Kuub farz ko a.njaam diyaa hai

[05:22.00] umr bhar kaa Gam hame.n iinaam diyaa hai

[05:32.36] a: dushman na kare dost ne wo kaam kiyaa hai

[05:38.20] la: umr bhar kaa Gam hame.n iinaam diyaa hai