Lrc Player

Itna Na Mujhse Tu Pyar Badha (From Chhaya)

Unknown artist
[03:55.36]·Synced by Guest·
This lyric sheet isn't paired with a song yet, so lines are shown but won't sync or seek.

[00:16.85] Itna Na Mujhse Tu Pyaar Badha

[00:20.30] Ki Main Ik Badal Aawara

[00:23.76] Kaise Kisi Ka Sahara Banoon

[00:26.95] Ki Main Khud Beghar Bechara

[00:30.67] Isliye Tujhse Main Pyaar Karoon

[00:33.85] Ki Too Ik Badal Aawara

[00:37.31] Janam Janam Se Hoon Saath Tere

[00:40.76] Hai Naam Mera Jal Ki Dhara

[00:44.47] Itna Na Mujhse Tu Pyaar Badha

[00:47.40] Ki Main Ik Badal Aawara

[00:51.11] Janam Janam Se Hoon Saath Tere

[00:54.56] Hai Naam Mera Jal Ki Dhara

[01:06.34] (Mujhe Ek Jagah Aaraam Nahi

[01:09.79] Ruk Jana Mera Kaam Nahi) - (X2)

[01:23.60] Mera Saath Kahan Tak Dogi Tum

[01:27.06] Main Des Videsh Ka Banjara

[01:30.52] Itna Na Mujhse Tu Pyaar Badha

[01:33.97] Ki Main Ik Badal Aawara

[01:37.68] Kaise Kisi Ka Sahara Banoon

[01:40.87] Ki Main Khudh Beghar Bechara

[01:44.58] Isliye Tujhse Main Pyaar Karoon

[01:47.77] Ki Too Ik Badal Aawara

[01:51.49] Janam Janam Se Hoon Saath Tere

[01:54.68] Hai Naam Mera Jal Ki Dhara

[02:10.50] (O Neel Gagan Ke Deewane

[02:13.95] Tu Pyaar Na Mera Pahchane) - (X2)

[02:27.77] Main Tab Tak Saath Chaloon Tere

[02:31.22] Jab Tak Na Kahe Too Main Haara

[02:35.46] Isliye Tujhse Main Pyaar Karoon

[02:38.02] Ki Too Ik Badal Aawara

[02:41.74] Janam Janam Se Hoon Saath Tere

[02:45.19] Hai Naam Mera Jal Ki Dhara

[02:48.91] Itna Na Mujhse Tu Pyaar Badha

[02:52.10] Ki Main Ik Badal Aawara

[02:55.84] Kaise Kisi Ka Sahara Banoon

[02:59.29] Ki Main Khudh Beghar Bechara

[03:08.85] (Kyoon Pyaar Main Too Nadaan Bane

[03:14.95] Ik Pagal Ka Armaan Bane) - (X2)

[03:28.77] Ab Laut Ke Jaana Mushkil Hai

[03:32.22] Maine Chhod Diya Hai Jag Sara

[03:36.21] Itna Na Mujhse Tu Pyaar Badha

[03:39.39] Ki Main Ik Badal Aawara

[03:43.11] Janam Janam Se Hoon Saath Tere

[03:46.56] Hai Naam Mera Jal Ki Dhara