Iktilaf
[00:07.69] OverviewListenLyricsArtists
[00:14.33] Sajna yeh tera kesa insaf
[00:17.52] Yaad aaye teri jaise aata azaab
[00:20.73] Baatein teri mujhko lagti sazaa
[00:23.91] Juda hain hum aur tu hi hai wajah
[00:28.22] Rab se dua hai tu yaad na aaye
[00:31.41] Dhoondne nikle tou mujhe dhoond na paye
[00:34.60] Dil ko jo tu ne zakham hain lagaye
[00:38.32] Pyar ko tu meray samajh hi na paye
[00:41.50] Chora tu ne mujhe iss baat ka gila hai
[00:46.82] Be-qasoor ko kyun milti saza hai
[00:48.67] Akhiyo ki nami ki tu hi wajah hai
[00:52.13] Gilon ke yeh jaal bilkul be-wajah hain
[00:57.18] Sapno mein aati hai jaan e jahaan
[00:59.30] Dhoondun tujhe tera mile na nishaan
[01:02.49] O Sajna tu hai kahan
[01:05.68] Kyun de rahi hai ab mujhko sazaa
[01:09.17] Sajna yeh tera kesa insaf
[01:12.35] Yaad aaye teri jaise aata azaab
[01:15.80] Baatein teri mujhko lagti sazaa
[01:19.01] Juda hain hum aur tu hi hai wajah
[01:22.46] Rab se dua hai tu yaad na aaye
[01:25.93] Dhoondne nikle tou mujhe dhoond na paye
[01:29.64] Dil ko jo tu ne zakham hain lagaye
[01:32.83] Pyar ko tu meray samajh hi na paye
[01:36.28] Yaadon mein hum teri ab rotay nahi
[01:39.21] Tere khwabon ke liye hum sotay nahi
[01:42.92] Khwaab jo dikhaye pooray kar na sakay
[01:46.11] Beetay ghumon ko tum meray bhar na sakay
[01:51.19] Shuru se hum kabhi khush thay nahi
[01:54.40] Hum aik dusre ke thay hi nahi
[01:57.05] Khushi mein bhi hum dukh thay dhoondte
[02:00.50] Yehi hai wajah jo nahi boltay
[02:03.69] Sajna yeh tera kesa insaf
[02:06.88] Yaad aaye teri jaise aata azaab
[02:10.34] Baatein teri mujhko lagti sazaa
[02:14.07] Juda hain hum aur tu hi hai wajah
[02:16.99] Rab se dua hai tu yaad na aaye
[02:20.97] Dhoondne nikle tou mujhe dhoond na paye
[02:24.44] Dil ko jo tu ne zakham hain lagaye
[02:27.91] Pyar ko tu meray samajh hi na paye
[02:31.64] Ujalon mein bhi ab andheray hain
[02:34.03] Jhoote thay waaday jo teray hain
[02:37.49] Pyar ki qasam tum torr gaye
[02:40.95] Beech raaste mein hi chhor gaye
[02:44.13] Dil se hai bus ik IKHTILAF
[02:47.32] Yaad karun tujhe ya karun na mae yaad
