Living in the city
[00:45.68] Mein baat karu parde me rae kee
[00:48.08] Tu raaz mere kin ko bataega?
[00:50.47] Mein khaas karu arse se shayari
[00:52.86] Wo poochte hai kitne me ayega?
[00:54.99] Mein yaad karu milti nahi saeki
[00:56.84] Tu haq bhala kitne jataega?
[00:59.50] Mein bhai mere doobne ka aadi
[01:02.43] Tu bhai mera kitna bachaega?
[01:03.75] Living in the city jaha koi mera khaas nahi
[01:05.87] Living in the city jaha koi mere sath nahi
[01:08.00] Living in the city jaha sab bante baap
[01:09.86] Likin dogla mijaaz koi bhi sunta awaaz nahi
[01:12.53] Living in the city jaha maut se bhi raabta
[01:14.40] Living in the city jaha jeena bhi azaab tha
[01:17.08] Living in the city jaha pyaar doge 4 gunna
[01:21.59] 8 gunnah kar ke wo 10 gunna kaatta.
[01:23.18] Khuwaishe murda kuch bhi mangunga nahi maut tak
[01:23.72] Thokar kha ke girta mujhe pe jachta nahi koi shortcut
[01:25.05] Life is a race mene kar ke dekhi job tak
[01:28.23] Kama to lu urau kaha?
[01:29.29] Mar chuke mere shauk sab
[01:30.36] Logon se nahi milta mera is jahan pe bohot shaq
[01:31.68] 4 bande maare han tu Karachi ka bohot thug
[01:34.87] Jin logo ke sath zindagi ke 7 saal guzaare
[01:36.73] Un ne daga dee ab saza ye
[01:38.33] Mein nahi hu un kee pohonch tak
[01:39.12] Maatha tek maatha tek duniya tujhe like deri
[01:40.72] Jaha tak mujhe yaad hai me to nahi tha kal tak type teri
[01:43.90] 7 maheene gayab raha suni ek awaaz bas
[01:44.97] Gaana phek gaana phek toot rahi hai hype teri
[01:48.43] Pagal hai kya beta mene is lie likhe gaane nahi
[01:50.56] Jis duniya se lataaluki wohi duniya mujhe jaane bhai
[01:52.95] Jo kal ko maara bhund to kiya tu dega mera sath?
[01:54.81] Agar nahi to meri jaan khud ko fan mera maane nahi
[01:57.47] Laakho me kamata par uraya mene kaha par
[01:59.59] Baatu yaha niwaale haq se maanguga me waha par
[02:01.99] Jaha par jani jeena bhi asaan hoga
[02:04.11] Sab se pehli baat ke insaan bhi insaan hoga
[02:06.50] Khud se bolu jhoot ke ab yaad teri aati nahi
[02:08.62] Mashoor hee na hota jo tu zindagi se jaati nahi
[02:10.75] Decemeber ke maheene 7 shows mana kare
[02:12.89] Us kee waja ye mashoori mujhe kabhi kabhi khaati bhai
[02:15.28] Han itna bhi mashoor nahi par jitna bhi hu ziada hai
[02:17.66] Jitna mene dia shayad us ka bhi ye aadha hai
[02:19.80] Jitna banda khota us ka dugna hee to paata hai
[02:21.92] Izzat itni aaj to kiya zillat ka andaza hai
[02:24.31] Badla nahi me fame le kar ab bhi jaana wahee hu
[02:26.44] Ab bhi khaata dhakke kabhi kaha kabhi kahee hu
[02:28.84] Izzat itni bani ke burai hee nahi kar paate
[02:30.97] Meri khench lena taang jo me kal ko idhar nahi hu
[02:33.36] Living in the city jaha koi mera khaas nahi
[02:35.48] Living in the city jaha koi mere sath nahi
[02:37.88] Living in the city jaha sab bante baap
[02:39.74] Likin dogla mijaaz koi bhi sunta awaaz nahi
[02:42.14] Living in the city jaha maut se bhi raabta
[02:44.53] Living in the city jaha jeena bhi azaab tha
[02:46.92] Living in the city jaha pyaar doge 4 gunna
[02:50.38] 8 gunnah kar ke wo 10 gunna kaatta
