Tune Jo na kaha
[00:06.96] Tune jo na kaha
[00:09.33] Main woh sunta raha
[00:12.60] Khamakha bewajah khwaab bunta raha
[00:32.84] Tune jo na kaha
[00:35.78] Main woh sunta raha
[00:39.22] Khamakha bewajah khwaab bunta raha
[00:44.26] Jaane kiski humein lag gayi hai nazar
[00:51.47] Is shehar mein na apna thikana raha
[00:58.09] Durr chahat se mein apni chalta raha
[01:04.47] Khamakha bewajah khwaab bunta raha
[01:32.91] Dard pehle se hai zyaada
[01:35.58] Khud se phir yeh kiya wada
[01:38.76] Khamosh nazrein rahe bezubaan
[01:51.82] Aab na pehle si baatein hain
[01:54.98] Bolo to lab thar tharatein hain
[01:58.72] Raaz yeh dil ka
[02:01.87] Na ho bayaan
[02:04.26] Ho gaya ke aasar koi hum pe nayi
[02:10.11] Humsafar mein toh hai
[02:13.58] Humsafar hai nahi
[02:17.57] Durr jaata raha
[02:21.01] Paas aatha raha
[02:24.20] Khamakha bewajah khwaab bunta raha
[03:12.07] Aaya woh phir nazar aise
[03:14.47] Baat chidne lagi phir se
[03:18.50] Aankho mein chubtha kal ka dhuwaan
[03:28.89] Haal tera na hum sa hain
[03:33.90] Is khushi mein kyun gham sa hai
[03:37.91] Basne laga kyun phir woh jahan
[03:43.48] Woh jahan durr jisse gaye the nikal
[03:50.20] Phir se yaadon ne kar di hai jaise pehel
[03:56.63] Lamha beet ta huwa
[04:00.08] Dil dhukata raha
[04:03.54] Khamakha bewajah khwaab bunta raha
[04:10.20] Tune jo na kaha
[04:13.40] Main woh sunta raha
[04:15.82] Khamakha bewajah khwaab bunta raha
[04:17.68] Jaane kiski humein lag gayi hai nazar
[04:19.85] Is shehar mein na apna thikana raha
[04:20.90] Durr chahat se main apni chalta raha
[04:21.41] Bhuj gayi aag thi
[04:23.01] Daag jalta raha
