Lrc Player

Ankit Tiwari - Sunn Raha Hai

Unknown artist
[05:43.59]·Synced by Guest·
This lyric sheet isn't paired with a song yet, so lines are shown but won't sync or seek.

[00:10.98] Mujhko iraade de

[00:13.89] Kasamein de waade de

[00:16.71] Meri duaaon ke ishaaron ko sahaare de

[00:22.72] Dil ko thikaane de

[00:25.61] Naye bahaane de

[00:28.59] Khaabon ki baarishon ko

[00:31.18] Mausam ke paimane de

[00:35.18] Apne karam ki kar adaayein

[00:41.01] Kar de idhar bhi tu nigaahein

[00:45.82] Sun raha hai naa tu

[00:51.66] Ro raha hun main

[00:57.40] Sun raha hai naa tu

[01:02.24] Kyun ro raha hun main

[01:08.83] Sun raha hai naa tu

[01:15.11] Ro raha hun main

[01:20.91] Sun raha hai naa tu

[01:25.63] Kyun ro raha hun main

[02:10.99] Manzilein ruswa hain

[02:17.53] Khoya hai raasta

[02:23.17] Aaye le jaaye

[02:29.11] Itni si iltejaa

[02:34.67] Ye meri zamanat hai

[02:40.34] Tu meri amaanat hai haan

[02:49.71] Apne karam ki kar adayein

[02:55.68] Kar de idhar bhi tu nigaahein

[03:00.41] Sun raha hai naa tu

[03:06.27] Ro raha hoon main

[03:12.11] Sun raha hai naa tu

[03:16.89] Kyun ro raha hun main

[03:47.89] Waqt bhi thehara hai

[03:53.84] Kaise kyun ye huaa

[03:59.60] Kaash tu aise aaye

[04:05.52] Jaise koi duaa

[04:11.07] Tu rooh ki raahat hai

[04:16.86] Tu meri ibaadat hai

[04:26.26] Apne karam ki kar adaayein

[04:32.23] Kar de idhar bhi tu nigaahein

[04:36.97] Sun raha hai naa tu

[04:42.55] Ro raha hoon main

[04:48.72] Sun raha hai naa tu

[04:53.22] Kyun ro raha hun main

[05:00.41] Sun raha hai naa tu

[05:06.19] Ro raha hun main

[05:11.78] Sun raha hai naa tu

[05:16.86] Kyun ro raha hun main

[05:25.29] Yaaraa