Ye tune kya Kiya
[00:01.00] Ye Tune Kya Kiya Lyrics
[00:03.00] Ishq woh bala hai
[00:06.00] Ishq woh bala hai
[00:09.00] Jisko chhuaa isne woh jala hai
[00:13.00] Dil se hota hai shuru
[00:16.00] Dil se hota hai shuru
[00:18.00] Par kambakht sar pe chadha hai
[00:21.00] Kabhi khud se, kabhi khuda se
[00:24.00] Kabhi zamaane se lada hai
[00:28.00] Itna hua badnaam phir bhi
[00:31.00] Har zubaan pe ada hai
[00:45.00] Ishq ki.. saazishein
[00:56.00] Ishq ki.. baaziyaan
[01:06.00] Haara main khel ke
[01:16.00] Do dilon ka juaa
[01:27.00] Kyun tune meri fursat ki
[01:30.00] Kyun dil mein itni harqat ki
[01:32.00] Ishaq mein itni barqat ki
[01:35.00] Ye tune kya kiya..
[01:37.00] Phiru ab maara maara main
[01:39.00] Chaand se bichhda taara main
[01:41.00] Dil se itna kyun haara main
[01:43.00] Ye tune kya kiya..
[01:47.00] Saari duniya se jeet ke
[01:51.00] main aaya hoon idhar
[01:54.00] Tere aage hi main haara
[01:56.00] kiya tune kya asar
[01:58.00] Main dil ka raaz kehta hoon
[02:01.00] Ke jab jab saansein leta hoon
[02:03.00] Tera hi naam leta hoon
[02:05.00] Ye tune kya kiya
[02:30.00] Meri baahon ko teri saanson ki jo
[02:33.00] Aadatein lagi hain waisi
[02:36.00] Jee leta hoon ab main thoda aur
[02:40.00] Meri dil ki ret pe
[02:43.00] Aankhon ki jo pade parchhai teri
[02:46.00] Pee leta hoon tab main thoda aur
[02:50.00] Jaane kaun hai tu meri
[02:53.00] Main naa jaanu ye magar
[02:56.00] Jahaan jaaun main karoon main wahaan
[02:59.00] Tera hi zikar
[03:01.00] Mujhe tu raazi lagti hai
[03:03.00] Jeeti hui baazi lagti hai
[03:05.00] Tabiyat taazi lagti hai
[03:07.00] Ye tune kya kiya
[03:11.00] Main dil ka raaz kehta hoon
[03:13.00] Ke jab jab saansein leta hoon
[03:15.00] Tera hi naam leta hoon
[03:17.00] Ye tune kya kiya
[03:43.00] Dil karta hai, teri baatein sunu
[03:46.00] Saude main adhoore chunu
[03:49.00] Muft ka hua ye faayda
[03:54.00] Kyun khud ko main barbaad karoon
[03:57.00] Fanaa hoke tujhse miloon
[04:00.00] Ishq ka ajab hai qaayda
[04:04.00] Teri raahon se jo guzri hain meri dagar
[04:09.00] Main bhi aage badh gaya hoon hoke
[04:12.00] thoda be-fikar
[04:14.00] Kaho toh, kis se marzi loon
[04:16.00] Kaho toh, kis ko arzi doon
[04:18.00] Hansta ab thoda farzi hoon
[04:20.00] Ye tune kya kiya
[04:24.00] Main dil ka raaz kehta hoon
[04:27.00] Ke jab-jab saansein leta hoon….
[04:30.00] Ishq ki.. saazishein
[04:40.00] Ishq ki.. baaziyaan
[04:50.00] Haara main khel ke
[05:01.00] Do dilon ka juaa
