Anjaan
[00:09.46] ]
[00:13.45] Waqif hakikat se fir bhi anjaan hai
[00:20.88] Ashqo se beh jaaye ret ka makan ye
[00:26.73] Zamane se mai baaghi kyun munafiq hun
[00:29.92] Mai daagi hun mai bhula apna maazi hun
[00:32.83] Fir ho raha mujhse raazi tu
[00:34.69] Mai mushkilo ka aadi hun
[00:36.29] Kehdun mai tujhko kaafi kuch
[00:37.88] Ye dil bayabaan hai
[00:43.19] Mai meer ka dard hun, mai iqbal ka khwab hun
[00:46.11] Wo umeed ki kiran ek, bus thoda sa hazir jawaab hun
[00:49.30] Kaise ghont'te gala is kala ka, zamana jala tha
[00:51.96] Bata toh kara kya, kya karun
[00:53.82] Sila kya likhta jab bala kya fir bhi ni ban sakta marke mai talhah sa
[00:57.54] Zindagi safar ye kehna aasan tha
[00:59.40] Kya ladta tujhse mai khud se bezaar tha
[01:00.99] Wo jashan manate fir meri haar ka
[01:02.59] Bhale mat padhiyo is cabel pe fatiha
[01:04.44] Wo apne anjaane na hote
[01:06.04] Toh likhe ye gaane na hote
[01:08.16] Aur tum bhi deewane na hote
[01:09.76] Agar hum mashoor-e-zamane na hote
[01:11.61] Kala hi kya jisse ho na mutasir
[01:13.21] Wo ulfat hi kaisi jo banade kaafir
[01:15.33] Wo safar hi kya jo bhatke na musafir
[01:16.93] Hum Khanabadosh kaha jaaye aakhir?
[01:19.05] Darr nahi hai khatro se sar kholе
[01:20.92] Patthro se khoon lage kapdo pe, roya badi kabro pе
[01:22.51] Dil bade sapno se, lad pade apno se
[01:24.66] Aankhon dekha haal mera kalam bhare
[01:26.79] Waqif hakikat se fir bhi anjaan hai
[01:33.43] Ashqo se beh jaaye ret ka makan ye
[01:39.80] Zamane se mai baaghi kyun munafiq hun
[01:41.93] Mai daagi hun mai bhula apna maazi hun
[01:45.11] Fir ho raha mujhse raazi tu
[01:46.45] Mai mushkilo ka aadi hun
[01:48.04] Kehdun mai tujhko kaafi kuch
[01:50.16] Ye dil bayabaan hai
[01:56.01] Aaj kal rahe dil ye udaas mera
[01:57.33] Saath chal mera dil ye awaaj dera
[01:58.93] Waise naam mera lete toh kaafi hai
[02:00.52] Chand log dil se puchte jo haal mera
[02:02.38] Baadal sirf kaali ghata jaisa
[02:03.97] Bina dard zindagi ka maza kaisa
[02:05.83] Waise hum toh shuru se hi baaghi hai
[02:07.69] Maine maut ko khud apna pata bheja
[02:09.56] Low-key magar dhund lete ab fans ab
[02:11.15] Camera nikale fauran dil se bole hands up
[02:13.01] Police lagi peeche leke hand cuff
[02:14.86] Charso bees magar log dete mad love
[02:16.99] Sabki umeed ke mai kar dunga set sab
[02:18.32] Sochta kabhi ki mai chhod dun kya rap ab
[02:20.44] I don't wanna leave itne saal tujhe dekar
[02:22.04] Tere bin jeene se marna hi behtar
[02:23.90] Star waala nahi asli ka rapper
[02:25.76] Faad du mai tujh jaisa nakli ka rapper
[02:27.35] Or pyaar mera art mere jaane ke baad bhi karenge mujhe yaad
[02:30.01] Ki mai nasli tha rapper
[02:31.33] Muh se hagte kare khali shit talk
[02:32.93] Mera writer tera aadha shit block
[02:34.79] Mere gaano pe teri baby ki tiktok
[02:36.38] Mere bina poora kaise hota idher hip hop
[02:38.51] Mera raaz rahega bina taaz ke
[02:40.10] Mera aaj banega itihaas ye
[02:41.96] Jaan daali game me, game meri jaan
[02:43.82] Tujhe bhukh khaali fame ki tu maan ya na maan
[02:45.42] Teri ek ni jabaan na koi deen na imaan
[02:47.27] Toh fir tu kam nasal toh fir tu badgumaan
[02:49.13] Kitna kama lega banke beimaan
[02:50.72] Ek din tune bhi deni hai rabb ko hi jaan
[02:53.65] Waqif hakikat se fir bhi anjaan hai
[02:59.49] Ashqo se beh jaaye ret ka makan ye
[03:06.13] Zamane se mai baaghi kyun munafiq hun
[03:08.52] Mai daagi hun mai bhula apna maazi hun
[03:11.44] Fir ho raha mujhse raazi tu
[03:13.04] Mai mushkilo ka aadi hun
[03:14.63] Kehdun mai tujhko kaafi kuch
[03:16.76] Ye dil bayabaan hai
[03:21.80] Likhe hai gaane bade mai deewano se apne ye kehta raha
[03:24.99] Likh diye afsanay bade magar kaagzo pe lahu behta raha
[03:28.44] Mehmano ko sehta raha, ghar meri khushbu se mehka raha
[03:32.43] Kahaniyan sun sun mai behka raha
[03:34.03] Jab asal me dekha toh dehka laga
[03:35.88] Dikhawe ki duniya se aajiz hun, ghoot raha
[03:37.74] Jaise jo barse wo badal hun
[03:39.60] Baithe umeedo me gusse me aake rahu jane
[03:41.46] Munafiq munkir hun phir bhi ghar pe daawat du
[03:43.05] Kisse gila karun, kisko bura kahun?
[03:44.38] Kisko mai jaake ye kisse bayan karun?
[03:46.50] Kehte hum dushman tere mai dua karu
[03:48.10] Lafzo ke kaidi hai ghar se reha karu
[03:49.96] Kalakaar bane veere par insaan nahi
[03:52.36] Mujhe malum nahi hai keemat apne naam ki
[03:53.96] Maal bhut hai par karne na de chaanbin
[03:55.82] Slumdog millionaire bane fire gandhi
[03:57.68] Sarhad paar mere yaar puche haal mera
[03:59.27] Koi sage yaar ni manaunga mai saal girah
[04:01.40] Chukhe dekha baal mera aake khud hi gaal dera
[04:03.26] Dekhe wo misaal meri jaise mai misaal deta
[04:05.11] Andaaz-e-bayan ye alag itna
[04:06.71] Tasveere banata raha
[04:08.57] Chahe apne bhi muqalif ho
[04:10.70] Gaane toh gaata raha
[04:12.55] Mai mirza mai galib bhi jaise
[04:13.88] Ilam me izaafa raha
[04:15.74] Lad lenge bina talwaro ke
[04:17.86] In haatho se waada raha
[04:19.72] Waqif hakikat se fir bhi anjaan hai
[04:24.51] Ashqo se beh jaaye ret ka makan ye
[04:29.55] Zamane se mai baaghi kyun munafiq hun
[04:33.27] Mai daagi hun mai bhula apna maazi hun
[04:35.13] Fir ho raha mujhse raazi tu
[04:36.72] Mai mushkilo ka aadi hun
[04:38.05] Kehdun mai tujhko kaafi kuch
[04:39.65] Ye dil bayabaan hai
