Ye Tune Kya Kiya
[00:04.27] Ishq woh bala hai
[00:06.93] Ishq woh bala hai
[00:09.85] Jisko chhuaa isne woh jala hai
[00:14.64] Dil se hota hai shuru
[00:17.57] Dil se hota hai shuru
[00:18.90] Par kambakht sar pe chadha hai
[00:22.35] Kabhi khud se, kabhi khuda se
[00:24.73] Kabhi zamaane se lada hai
[00:28.73] Itna hua badnaam phir bhi
[00:31.93] Har zubaan pe ada hai
[00:46.01] Ishq ki.. saazishein
[00:55.06] Ishq ki.. baaziyaan
[01:05.15] Haara main khel ke
[01:14.98] Do dilon ka juaa
[01:25.25] Kyun tune meri fursat ki
[01:27.65] Kyun dil mein itni harqat ki
[01:30.31] Ishaq mein itni barqat ki
[01:33.00] Ye tune kya kiya..
[01:35.92] Phiru ab maara maara main
[01:37.76] Chaand se bichhda taara main
[01:40.67] Dil se itna kyun haara main
[01:43.07] Ye tune kya kiya..
[01:46.00] Saari duniya se jeet ke
[01:48.40] main aaya hoon idhar
[01:50.25] Tere aage hi main haara
[01:53.45] kiya tune kya asar
[01:55.31] Main dil ka raaz kehta hoon
[01:57.71] Ke jab jab saansein leta hoon
[02:00.08] Tera hi naam leta hoon
[02:02.76] Ye tune kya kiya
[02:25.87] Meri baahon ko teri saanson ki jo
[02:29.06] Aadatein lagi hain waisi
[02:31.47] Jee leta hoon ab main thoda aur
[02:36.25] Meri dil ki ret pe
[02:37.29] Aankhon ki jo pade parchhai teri
[02:42.09] Pee leta hoon tab main thoda aur
[02:45.80] Jaane kaun hai tu meri
[02:47.91] Main naa jaanu ye magar
[02:50.34] Jahaan jaaun main karoon main wahaan
[02:54.59] Tera hi zikar
[02:56.46] Mujhe tu raazi lagti hai
[02:57.78] Jeeti hui baazi lagti hai
[03:00.16] Tabiyat taazi lagti hai
[03:02.83] Ye tune kya kiya
[03:05.49] Main dil ka raaz kehta hoon
[03:07.89] Ke jab jab saansein leta hoon
[03:10.27] Tera hi naam leta hoon
[03:12.66] Ye tune kya kiya
[03:36.04] Dil karta hai, teri baatein sunu
[03:39.49] Saude main adhoore chunu
[03:41.62] Muft ka hua ye faayda
[03:46.16] Kyun khud ko main barbaad karoon
[03:49.32] Fanaa hoke tunhse miloon
[03:51.71] Ishq ka ajab hai qaayda
[03:56.50] Teri raahon se jo guzri hain meri dagar
[04:00.49] Main aage badh gaya hoon
[04:04.48] thoda hoke be-fikar
[04:06.62] Kaho toh, kis se marzi loon
[04:08.98] Kaho toh, kis ko arzi doon
[04:10.86] Hansta ab thoda farzi hoon
[04:13.52] Ye tune kya kiya
[04:16.17] Main dil ka raaz kehta hoon
[04:18.02] Ke jab-jab saansein leta hoon….
[04:20.94] Ishq ki.. saazishein
[04:30.79] Ishq ki.. baaziyaan
[04:40.59] Haara main khel ke
[04:50.43] Do dilon ka juaa
