Lrc Player

Allah Maaf Kare - (Raag.Fm)

Unknown artist
[03:50.22]·Synced by Guest·
This lyric sheet isn't paired with a song yet, so lines are shown but won't sync or seek.

[00:13.81] Tauba Tauba Tere pyar mein

[00:17.26] Lut gaya Iqraar mein

[00:20.71] Tujhse mohabbat ho gayi

[00:22.84] Allah maaf kare

[00:25.76] Tauba Qayamat ho gayi

[00:28.15] Allah maaf kare

[00:36.66] Oh…..!

[00:37.98] Tujhse mohabbat ho gayi

[00:40.10] Allah maaf kare

[00:43.02] Tauba qayamat ho gayi

[00:45.16] Allah maaf kare

[00:48.07] Dekha tujhe toh saansein ruk gayi

[00:51.26] Sajde mein yeh aankhien jhuk gayi

[00:54.98] Teri ibadat ho gayi

[00:57.37] Allah maaf kare

[01:00.02] Tujhse mohabbat ho gayi

[01:02.42] Allah maaf kare

[01:05.34] Tauba qayamat ho gayi

[01:07.72] Allah maaf kare

[01:23.94] Tauba Tauba tere pyar mein….

[01:27.39] Lut gaya Iqraar mein….

[01:30.57] Yeh din jawani ke dil ki kahani ke Aise bitata hoon main Tere khayaalon main Apne sawaalon main Uljha sa jaata hoon main [x2]

[01:57.67] Ho ladte ladte aankhien lad gayi

[02:01.65] Dil ki baatien aage badh gayi

[02:05.10] Thodi shararat ho gayi

[02:07.49] Allah maaf kare

[02:10.41] Meri toh sudh-budh kho gayi

[02:12.55] Allah maaf kare hey hey…

[02:15.46] Tujhse mohabbat ho gayi

[02:17.86] Allah!

[02:32.20] Maana zamaana yeh deta hai taana Yeh thoda awaara hoon mein Jo bhi hoon jaisa hoon Aisa ya waisa hoon Abb toh tumhara hoon main [x2]

[02:59.56] Ho…. aate jaate dekhoon tujhko

[03:03.28] Jaane hua hai yeh kya mujhko

[03:06.47] Sabse baghawat ho gayi

[03:09.14] Allah maaf kare

[03:12.05] Saari sharafat kho gayi

[03:14.19] Allah maaf kare e e..

[03:17.37] Tujhse mohabbat ho gayi

[03:19.50] Allah..

[03:21.89] Hey..

[03:22.69] Tujhse mohabbat ho gayi

[03:24.54] Allah maaf kare

[03:27.48] Tauba qayamat ho gayi

[03:29.85] Allah maaf kare

[03:32.78] Tauba Tauba tere ….pyar. mein…..

[03:36.23] Lut gaya….

[03:39.69] Tauba Tauba …..