Tum toh tehere pardesi
[00:15.73] Altaf Raja
[00:16.53] 14 min 35 sec
[00:17.06] Play Song
[00:17.86] Lyrics
[00:18.65] Tum toh thehre pardesi
[00:19.45] saath kya nibahaaoge...
[00:29.81] Tum toh thehre pardesi saath kya nibahaaoge
[00:57.18] Tum toh thehre pardesi saath kya nibhaaoge (x2)
[01:00.64] Tum toh thehre pardesi saath kya nibhaaoge
[01:22.69] Subaha pehli
[01:24.82] Subaha pehli
[01:26.94] Subaha pehli gaadi se.
[01:31.19] ghar ko laut jaaoge.
[01:35.97] Subaha pehli gaadi se
[01:40.23] ghar ko laut jaaoge
[01:44.47] Tum toh thehre pardesi saath kya nibhaaoge
[02:31.22] Jab tumhein akele mein. meri yaad aayegi (x2)
[02:49.55] Khichein khichein hue rahetin ho kyon?
[02:52.73] Khichein khichein hue rahetin ho dhyan kiska hain
[02:56.46] Zara batao toh yeh imtihaan kiska hain
[03:02.84] Hamein bhula do magar yeh to yaad hi hoga
[03:03.64] Hamein bhula do magar yeh to yaad hi hoga
[03:08.44] Nayi sadak pe purana makaan kiska hain.
[03:12.70] Jab tumhein akele mein meri yaad aayegi
[03:20.66] Jab tumhein akele mein meri yaad aayegi
[03:25.17] Aasuon ki
[03:27.30] Aasuon ki
[03:29.42] Aasuon ki baarish mein tum bhi bheeg jaaoge
[03:37.94] Aasuon ki baarish mein tum bhi bheeg jaaoge
[03:46.44] Tum toh thehre pardesi saath kya nibahaaoge
[04:16.98] Gam ke dhup mein dil ki hasratein na jal jaaye (x2)
[04:34.78] Tujhko yeh!
[04:37.44] tujhko dekhenge sitaarein toh ziya maangenge
[04:39.83] Tujhko dekhenge sitaarein toh ziya maangenge
[04:43.82] Aur pyaase teri julfo se ghata maangenge
[04:48.86] Apne kaandhe se duppata na sarakne dena
[04:51.78] Warna budhe bhi jawani ki duwa maangenge
[04:55.76] Imaan se
[04:57.36] Gam ke dhup mein dil ki. hasratein na jal jaaye (x2)
[05:10.12] Kesuwo ke
[05:12.50] Kesuwo ke
[05:14.62] Kesuwo ke ke saaye mein.
[05:18.87] kab hamein sulaaoge
[05:23.12] Kesuwo ke ke saaye mein. kab hamein sulaaoge
[05:31.89] Tum toh thehre pardesi saath kya nibahaaoge
[06:18.13] Mujhko katal kar daalo. shauk se magar socho
[06:26.09] Mujhko katal kar daalo. shauk se magar socho
[06:34.60] Is shehare namuraad ki izzat karega kaun
[06:40.44] Arey ham hi chale gaye. toh mohabbat karega kaun
[06:45.22] Is ghar ki dekhbhal ko viraaniyan to hu.
[06:49.47] Is ghar ki dekhbhal ko viraaniyan to hu.
[06:53.46] Jaale hata diye toh hifazat karega kaun
[06:56.91] Mujhko katla kar daalo shauk se magar socho
[07:06.47] Mujhko katla kar daalo shauk se magar socho
[07:10.45] Mere baad
[07:12.57] Mere baad
[07:19.76] Mere baad tum kispar bijliya giraaoge
[07:20.57] Mere baad tum kispar... yeh bijliya giraaoge
[07:31.72] Tum toh thehre pardesi saath kya nibahaaoge
[08:01.74] Yu toh zindagi apni. maikade mein gujri hain (x2)
[08:19.26] Ashko mein husno rang samota raha hu main (x2)
[08:28.08] Aanchal kisika thaam ke rota raha hu main
[08:31.26] Nikhra hain jaake ab kahi chehra shahur ka
[08:35.25] Nikhra hain jaake ab kahi chehra shahur ka
[08:38.97] Barso ise sharab se dhota raha hu main.
[08:43.24] Yu toh zindagi apni maikade mein gujri hain
[08:53.85] Behki hui bahaar ne peena sikha diya
[08:57.32] Badmast bargo baar ne peena sikha diya.
[09:01.83] Peeta hu is garaj se ke jeena hain chaar din
[09:05.82] Peeta hu is garaj se ke jeena hain chaar din
[09:10.87] Marne ke intejaar ne peena sikha diya.
[09:13.26] Yu toh zindagi apni maikade mein gujri hain
[09:22.28] Yu toh zindagi apni maikade mein gujri hain
[09:27.06] In nashili
[09:29.18] In nashili
[09:31.32] In nashili aankhon se, are kab hamein peelaaoge
[09:39.82] In nashili aankhon se kab hamein peelaaoge
[09:48.33] Tum toh thehre pardesi saath kya nibahaaoge
[10:35.87] Kya karoge tum aakhir. kabra par meri aakar
[10:43.32] Kya karoge tum aakhir. kabra par meri aakar
[10:51.56] Kya karoge tum aakhir, kabra par meri aakar
[10:56.07] Kyon ke, jab tumse itefaakan jab tumse itefaakan
[11:02.70] Meri nazar mili thi
[11:06.69] Ab yaad aa raha hain
[11:08.55] Shayad woh janwary thi
[11:10.67] Tum yu mili dubara
[11:12.80] Phir maahe farvary mein
[11:14.92] Jaise ke hamsafar ho
[11:17.07] Tum raahein zindagi mein
[11:19.18] Kitna hasi zamana
[11:21.32] Aaya tha march lekar
[11:23.43] Raahein wafa pe thi tum
[11:25.56] Waadon ki torch lekar
[11:27.69] Baandha jo ahde ulfat
[11:29.82] April chal raha tha
[11:31.68] Duniya badal rahi thi
[11:33.80] Mausam badal raha tha
[11:36.18] Lekin mayi jab aayi
[11:38.05] Jalne laga zamana
[11:40.18] Har shaks ki zabaan par
[11:42.30] Tha bas yahi fasana
[11:44.43] Duniya ke darr se tumne
[11:46.55] Badli thi jab nigaahein
[11:48.67] Tha june ka mahina
[11:50.80] Lab pe thi garm aahein
[11:52.66] July mein jo tumne
[11:55.05] Ki baatchit kuch kam
[11:57.17] They aasman pe baadal
[11:59.03] Aur meri aankhein purnam
[12:01.43] Mahe august mein jab
[12:03.28] Barsaat hoo rahi thi
[12:05.41] Bas aasuon ki baarish
[12:07.53] Din raat ho rahi thi
[12:09.66] Kutch yaad aa rahi hain
[12:11.78] Woh maah tha sitambar
[12:13.91] Bheja tha tumne mujhko
[12:16.03] Tarke wafa ka letter
[12:18.44] Tum gair ho rahi thi
[12:20.29] October aa gaya tha
[12:22.69] Duniya badal chuki thi
[12:24.81] Mausam badal chuka tha
[12:26.95] Jab aa gaya november
[12:29.06] Aaisi bhi raat aayi
[12:30.92] Mujhse tumhein chudane
[12:33.84] Sajkar baraat aayi
[12:35.18] Bekhaif tha december
[12:37.31] Jasbaat mar chuke thein
[12:39.19] Mausam tha sard usmain
[12:41.58] Armaan bikhar chuke thein
[12:43.44] Lekin yeh kya batau ab haal dusra hain
[12:47.69] Lekin yeh kya batau ab haal dusra hain
[12:51.94] Lekin yeh kya batau ab haal dusra hain
[12:56.19] Lekin yeh kya batau ab haal dusra hain
[13:00.97] Arey woh saal dusra tha. yeh saal dusra hain
[13:06.02] Woh saal dusra tha yeh saal dusra hain
[13:15.06] Kya karoge tum aakhir kabra par meri aakar
[13:21.16] Thodi der
[13:23.01] Thodi der
[13:25.41] Thodi der ro loge aur bhool jaaoge
[13:33.91] Thodi der ro loge aur bhool jaaoge (x2)
[13:50.91] Tum toh thehre pardesi saath kya nibhaaoge (x2)
[14:07.65] Subah pehli gaadi se ghar ko laut jaaoge
[14:15.62] Subah pehli gaadi se ghar ko laut jaaoge (x2)
