Zaroori Tha
[01:24.68] Teri aankhon ke dariya ka
[01:29.72] utarna bhi zaroori tha
[01:34.23] Mohabbat bhi zaroori thi,
[01:39.00] bichadna bhi zaroori tha
[01:43.78] Zaroori tha ke hum dono
[01:48.29] tawaf-e-arzoo karte
[01:53.06] Magar phir arzoo-on ka
[01:57.84] bikharna bhi zaroori tha
[02:02.35] Teri aankhon ke dariya ka
[02:07.13] utarna bhi zaroori tha
[02:40.27] Batao yaad hai tumko
[02:44.52] woh jab dill ko churaya tha
[02:49.03] Churayi cheez ko tumne
[02:53.81] khuda ka.. ghar banaya tha
[02:58.58] Woh jab kehtee the mera naam
[03:03.62] tum tasbeeh mein padhte ho
[03:07.87] Mohabbat ki namazoo ko
[03:12.64] qazaa karne se darte ho
[03:17.16] Magar ab yaad aata hai woh
[03:21.72] baatein thi mehez baatein
[03:26.49] Kahin baaton hi baaton mein
[03:31.27] mukarna bhi zaroori tha
[03:36.04] Teri aankhon ke dariya ka
[03:40.82] utarna bhi zaroori tha
[03:46.92] naaaaaa
[03:55.41] naaaa
[04:41.57] Wahin hai sooratein apni,
[04:46.08] wahin main.. hoon wahin tum ho
[04:50.85] Magar khoya huya hoon main,
[04:55.36] magar tum.. bhi kahin gum ho
[05:00.40] Mohabbat mein daga ki.. thi jo
[05:05.18] kaafir the so kaafir hain
[05:09.42] Mili hai manzilein phir bhi
[05:15.31] musaafir the, musaafir hain
[05:19.02] Tere dil ke nikaale hum kahaan
[05:24.63] bhatke, kahaan pahunche
[05:28.33] Magar bhatke toh yaad aaya
[05:32.85] bhatakna bhi zaroori tha
[05:37.36] Mohabbat bhi zaroori thi,
[05:42.18] bichadna bhi zaroori tha
[05:46.69] Zaroori tha ke hum dono
[05:51.47] tawaf-e-arzoo karte
[05:56.24] Magar phir arzoo-on ka
[06:00.79] bikharna bhi zaroori tha
[06:05.57] Teri aankhon ke dariya ka
[06:10.35] utarna bhi zaroori tha...
