Lrc Player

Shiva ji ki Dialogue

Shiva ji ki Dialogue
[00:27.66]·Synced by Guest·
This lyric sheet isn't paired with a song yet, so lines are shown but won't sync or seek.

[00:00.64] Shero wali Dahaad phir Sunane Aye Hai..

[00:03.29] Aag Ugalne Ko, phir Parwane Aye hai...

[00:06.04] Rastha bhi Chhod Diya Swayam Kaal ne..

[00:08.28] Jab dekha Usne Mahakal Ke Diwane Aye Hai...

[00:11.44] Nahi Patha Kaun Hu Mai...

[00:13.07] Aur Kaha Mujhe Jana Hai...

[00:15.07] Mahaadev Meri Manjil hai..

[00:16.72] Aur Mahakaal Mera Thikana Hai...

[00:18.98] Log Kahte Hai Paisa Rakho,

[00:20.12] Bure Waqkt me Kaam Ayega

[00:22.12] Main Kahatha Hu, Mahadev pe Yakin Rakho

[00:24.87] Bhura Waqkt hi Nahi Ayega...