Lrc Player

M

M
[04:42.36]·
This lyric sheet isn't paired with a song yet, so lines are shown but won't sync or seek.

[00:00.86] Login

[00:01.40] Mukesh, Lata Mangeshkar

[00:01.93] Tum roothi raho mai manata rahoon

[00:02.46] Published by

[00:02.73] AjayNimisha

[00:02.99] Lyrics

[00:03.27] Recordings

[00:03.53] ****Mukesh****

[00:03.79] **Lata Mangeshkar**

[00:04.32] Hold your breath

[00:06.44] 3

[00:07.50] 2

[00:08.30] 1

[00:15.47] Tum roothi raho

[00:17.86] Main manaataa rahoon

[00:19.99] Tum roothi raho

[00:22.12] Main manaataa rahoon

[00:23.98] Ki in adaaon pe aur pyaar aataa hai

[00:28.23] In adaaon pe aur pyaar aataa hai

[00:32.21] Thode shiqwe bhi hon

[00:34.07] Kuchh shikaayat bhi ho

[00:36.19] Thode shiqwe bhi hon

[00:38.06] Kuchh shikaayat bhi ho

[00:39.91] To mazaa jeene kaa aur bhi aataa hai

[00:43.63] Mazaa jeene kaa aur bhi aataa hai

[00:48.14] Lyrics-Hasrat Jaipuri

[00:50.27] Composition -Shankar-Jaikishan

[00:52.13] 3

[00:53.99] 2

[00:56.11] 1

[01:07.27] Haay dil ko churaakar le gayaa

[01:10.99] Munh chhupaa lenaa hamse wo aapkaa

[01:14.71] Munh chhupaa lenaa hamse wo aapkaa

[01:18.69] Dekhnaa wo bigad kar phir hamen

[01:22.41] Aur daanton mein ungli kaa daabnaa

[01:26.43] Aur daanton mein ungli kaa daabnaa

[01:30.15] O mujhe teri qasam

[01:32.00] Yahi samaan maar gayaa

[01:34.13] Isi jalwe pe tere

[01:35.19] Donon jahaan haar gayaa

[01:38.39] Tum roothi raho

[01:40.78] Main manaataa rahoon

[01:42.36] Ki in adaaon pe aur pyaar aataa hai

[01:46.35] In adaaon pe aur pyaar aataa hai

[01:49.82] Thode shiqwe bhi hon

[01:51.94] Kuchh shikaayat bhi ho

[01:54.07] To mazaa jeene kaa aur bhi aataa hai

[01:57.25] Mazaa jeene kaa aur bhi aataa hai

[02:02.05] Film - Aas ka Panchi (1961)

[02:03.64] Rajendra Kumar

[02:04.71] Vaijayanti Mala

[02:06.04] 3

[02:06.83] 2

[02:07.63] 1

[02:15.34] Ye na samjho ki tumse door hoon

[02:19.06] Ye na samjho ki tumse door hoon

[02:22.78] Tere jeewan ki pyaar bhari aas hoon

[02:26.75] Tere jeewan ki pyaar bhari aas hoon

[02:30.48] Chaand ke sang jaise hai chaandni

[02:34.72] Waise main bhi tere dil ke paas hoon

[02:38.18] Waise main bhi tere dil ke paas hoon

[02:42.16] Haay wo dil hi nahin

[02:44.28] jo na dhadaknaa jaane

[02:46.15] Aur dildaar nahin jo na tadapnaa jaane

[02:50.13] Thode shiqwe bhi hon

[02:52.25] Kuchh shikaayat bhi ho

[02:54.12] To mazaa jeene kaa aur bhi aataa hai

[02:58.63] Mazaa jeene kaa aur bhi aataa hai

[03:01.82] Tum roothi raho

[03:03.94] Main manaataa rahoon

[03:05.80] Ki in adaaon pe aur pyaar aataa hai

[03:09.52] In adaaon pe aur pyaar aataa hai

[03:14.04] Track uploaded by

[03:15.10] @AjayNimisha

[03:16.16] Especially for

[03:16.96] @A_j_a_y11

[03:32.63] Chaahe koi dagar ho pyaar ki

[03:36.88] Khatm hogi na teri-meri daastaan

[03:40.60] Khatm hogi na teri-meri daastaan

[03:44.59] Dil jalegaa to hogi roshni

[03:48.57] Tere dil mein banaayaa maine aashiyaan

[03:52.02] Tere dil mein banaayaa maine aashiyaan

[03:56.00] O shard poonam ki rang bhari chaandni

[04:00.26] Meri sab kuchh meri taqdeer meri zindagi

[04:02.65] Tum roothi raho

[04:06.36] Main manaataa rahoon

[04:07.96] Ki in adaaon pe aur pyaar aataa hai

[04:11.68] In adaaon pe aur pyaar aataa hai

[04:15.68] Thode shiqwe bhi hon

[04:17.81] Kuchh shikaayat bhi ho

[04:19.40] To mazaa jeene kaa aur bhi aataa hai

[04:21.25] Mazaa jeene kaa aur bhi aataa hai.

[04:27.10] 💖💖 PANKAJ SINHA 💖💖