Tera Chehra
[00:08.14] Main raat din yeh dua karoon
[00:13.12] Tere liye main jiyoon maroon
[00:17.29] Chaaro pehar tujhe dekha karoon
[00:21.48] Mera jahan yeh tujhpe fana karoon
[00:26.19] Zikra tumhara jab-jab hota hai
[00:33.00] Dekho na hotho pe tera ehsas reh jata hai
[00:42.15] Mere har raste ko manzil mill jaye
[00:52.83] Tera chehra jab nazar aaye
[01:01.94] Tera chehra jab nazar aaye
[01:46.57] Berang hawayein mujhe na jane
[01:51.54] De gayi sada kyun abhi abhi
[01:55.71] Hai sarfaroshi yeh ashiqui bhi
[02:00.39] Jayegi jaan meri ismein kabhi
[02:04.84] Zikra tumhara jab-jab hota hai
[02:11.13] Dekho na har lamha teri dastan
[02:16.34] Keh jata hai
[02:20.54] Meri har ik tadap ko sukun mil jaye
[02:31.73] Tera chehra jab nazar aaye
[02:40.60] Tera chehra jab nazar aaye
