Bekhayali
[00:29.84] Bekhayali mein bhi tera hi khayaal aaye
[00:38.08] Kyun bichhadna hai zaroori ye sawaal aaye
[00:45.31] Teri nazdeekiyon ki khushi behisaab thi
[00:53.81] Hisse mein faasle bhi tere bemisaal aaye
[01:03.33] Main jo tumse door hoon
[01:06.07] Kyun door main rahoon
[01:08.07] Tera guroor hoon
[01:11.56] Aa tu faasla mita
[01:14.35] Tu khwaab sa mila
[01:16.59] Kyun khwaab tod doon oo..
[01:36.56] Bekhayali mein bhi tera hi khayaal aaye
[01:45.09] Kyun judaai de gaya tu, ye sawaal aaye
[01:52.33] Thoda sa main khafa ho gaya apne aap se
[02:00.84] Thoda sa tujhpe bhi bewajah hi malaal aaye
[02:29.60] Hai ye tadpan, hai ye uljhan
[02:33.34] Kaise jee loon bina tere
[02:37.58] Meri ab sab se hai annban
[02:41.60] Bante kyun ye Khuda mere hmm...
[03:02.33] Ye jo log-baag hain
[03:05.32] Jungle ki aag hain
[03:07.85] Kyun aag mein jalun...
[03:10.83] Ye nakaam pyaar mein
[03:13.58] Khush hain haar mein
[03:15.84] Inn jaisa kyun banun oo...
[03:52.83] Raatein dengi bata
[03:56.81] Neendon mein teri hi baat hai
[04:01.10] Bhoolun kaise tujhe
[04:05.34] Tu toh khayalon mein saath hai
[04:09.59] Bekhayali mein bhi tera hi khayaal aaye
[04:17.84] Kyun bichhadna hai zaroori ye sawaal aaye
[04:42.09] Nazar gira de har ik manzar
[04:47.58] Ret ki tarah bikhar raha hai
[04:51.85] Dard tumhaara badan mein mere
[04:55.84] Zeher ki tarah utar raha hai
[04:59.83] Nazar gira de har ik manzar
[05:04.31] Ret ki tarah bikhar raha hai
[05:08.34] Dard tumhaara badan mein mere
[05:12.85] Zeher ki tarah utar raha hai
[05:20.59] Aa zamaane aazma le roothta nahin
[05:30.34] Faaslon se hausla ye toot'ta nahin
[05:40.59] Naa hai woh bewafa aur na main hoon bewafa
[05:51.09] Woh meri aadaton ki tarah chhoot'ta nahin
