Ye tune kya kiya
[00:02.14] Ishq woh bala hai, ishq woh bala hai
[00:08.27] Jisko chhua isne woh jala hai
[00:13.32] Dil se hota hai shuru, dil se hota hai shuru
[00:18.11] Par kambakht sar pe chadha hai
[00:21.54] Kabhi khud se, kabhi Khuda se
[00:23.93] Kabhi zamaane se lada hai
[00:27.13] Itna hua badnaam, phir bhi
[00:30.83] Har zubaan pe ada hai
[00:45.44] Ishq ki saazishein, ishq ki baaziyaan
[01:05.91] Haara main khel ke do dilon ka jua
[01:26.88] Kyun tune meri fursat ki? Kyun dil mein itni harkat ki?
[01:31.93] Ishaq mein itni barkat ki, ye tune kya kiya?
[01:37.52] Phirun ab maara-maara main, chaand se bichhda tara main
[01:42.56] Dil se itna kyun haara main? Ye tune kya kiya?
[01:47.88] Saari duniya se jeet ke main aaya hoon idhar
[01:53.18] Tere aage hi main haara, kiya tune kya asar?
[01:58.23] Main dil ka raaz kehta hoon
[02:00.88] Ki jab-jab saansein leta hoon
[02:03.54] Tera hi naam leta hoon, ye tune kya kiya?
[02:29.84] Meri baanhon ko teri saanson ki jo aadatein lagi hain aisi
[02:35.69] Jee leta hoon ab main thoda aur
[02:40.47] Mere dil ki ret pe aankhon ki jo pade parchhaayi teri
[02:46.03] Pee leta hoon tab main thoda aur
[02:50.57] Jaane kaun hai tu meri, main na jaanun ye, magar
[02:55.86] Jahan jaaun main, karoon main wahan tera hi zikar
[03:00.64] Mujhe tu raazi lagti hai, jeeti hui baazi lagti hai
[03:05.96] Tabiyat taazi lagti hai, ye tune kya kiya?
[03:11.81] Main dil ka raaz kehta hoon, ki jab-jab saansein leta hoon
[03:16.59] Tera hi naam leta hoon, ye tune kya kiya?
[03:43.42] Dil karta hai teri baatein sunoon
[03:51.64] Saude main adhoore chunoon, muft ka hua ye faayda
[03:53.76] Kyun khud ko main barbaad karoon?
[04:00.41] Fanaa hoke tujh se miloon, ishq ka ajab hai qaida
[04:03.59] Teri raahon se jo guzri hai meri dagar
[04:08.91] Main bhi aage badh gaya hoon hoke thoda befikar
[04:13.96] Kaho toh, kis se marzi loon?
[04:16.34] Kaho toh, kisko arzi doon?
[04:19.28] Hansta ab thoda farzi hoon
[04:21.94] Ye tune kya kiya?
[04:29.88] Ishq ki saazishein, ishq ki baaziyaan
[00:00.00] (Chaand se bichhda taara main...)
[00:00.00] Haara main khel ke do dilon ka jua
