Lrc Player

Ek do teen

Amit kumar
[06:22.88]·Synced by Guest·
This lyric sheet isn't paired with a song yet, so lines are shown but won't sync or seek.

[00:13.53] Ding dong ding, ding dong ding

[00:16.45] Dong ding dong

[00:17.78] Ding dong ding, ding dong ding

[00:19.64] Dong ding dong

[00:35.84] Ek do teen,char panch che saath aath nau

[00:39.83] Dus gyarah, barah tera

[00:43.02] Ek do teen,char panch che saath aath nau

[00:47.00] Dus gyarah, barah tera

[00:50.45] Tera karoon, tera karoon

[00:53.37] Din gin gin ke intezaar,

[00:56.03] Aaja sanam aaye bahaar

[00:59.75] Tera karoon

[01:00.81] Din gin gin ke intezaar,

[01:03.47] Aaja sanam aaye bahaar

[01:07.19] Ek do teen,char panch che saath aath nau

[01:10.90] Dus gyarah, barah tera

[01:14.89] Ek do teen,char panch che saath aath nau

[01:18.61] Dus gyarah, barah tera

[01:44.64] Chaudah ko jab meine kehlaya tha

[01:48.36] Chaudah ko jab meine kehlaya tha,

[01:52.07] Pandrah ko aaonga, mein aaya tha,

[01:55.80] Pandrah ko parde se nikli naa tu,

[01:59.51] Tujhko na paake mein ghabraya tha,

[02:03.23] Solah ko bhi, solah ko bhi

[02:05.89] Subah se tha bekaraar,

[02:08.54] Aaja sanam aayi bahaar

[02:12.26] Tera karoon

[02:13.32] Din gin gin ke intezaar,

[02:15.99] Aaja sanam aaye bahaar

[02:19.70] Ek do teen,char panch che saath aath nau

[02:23.68] Dus gyarah, barah tera

[02:42.55] Satra ko soya nahi raat bhar,

[02:46.00] Atharah ko bhi tu naa aayi nazaar

[02:49.72] unnes ko mein dewaana hua,

[02:53.44] bees ko ghar se rawana hua,

[02:57.15] Galiyon mein, galiyon mein

[02:59.81] Goonje diwane ki pukar,

[03:02.47] Aaja sanam aayi bahaar

[03:06.45] Tera karoon

[03:07.78] Din gin gin ke intezaar,

[03:09.90] Aaja sanam aaye bahaar

[03:13.63] Ek do teen,char panch che saath aath nau

[03:17.61] Dus gyarah, barah tera

[04:06.22] Ikkis ko aayi naa baais ko tu,

[04:09.67] Jab naa mili teis chuabees ko tu,

[04:13.39] Pacches ko samjhaya sab ne mujhe,

[04:16.84] Mat jaan de dena chabbees ko,

[04:20.83] Duniya mein bas, Duniya mein bas,

[04:23.75] Din hai mere, aur char,

[04:26.14] Aaja sanam aayi bahaar

[04:29.86] Tera karoon

[04:31.19] Din gin gin ke intezaar,

[04:33.57] Aaja sanam aaye bahaar

[04:37.56] Ek do teen,char panch che saath aath nau

[04:41.28] Dus gyarah, barah tera

[04:45.00] Din bane hafte, hafte mahine,

[04:48.45] Mahine lagte saal,

[04:52.44] Aake Zara tu dekh to le,

[04:56.15] Kya hua hai mera haal,

[04:59.87] Deewana dar dar mein phirta hoon,

[05:03.59] Na jeeta hoon na mein marta hoon,

[05:07.31] Tanhai ki raatein sehta hoon,

[05:11.03] Aaja aaja, Aaja aaja aaja,

[05:14.75] Aaja ke din ginta rehta hoon

[05:20.86] STOP

[05:21.65] Ek do teen, char paanch che saath

[05:24.05] Aath nau, dus gyarah, barah tera

[05:27.76] Ek do teen,char panch che saath aath nau

[05:31.48] Dus gyarah, barah tera

[05:35.20] tera karoon

[05:36.26] Din gin gin ke intezaar,

[05:38.92] Aaja sanam aaye bahaar

[05:42.64] tera karoon

[05:43.70] Din gin gin ke intezaar,

[05:46.09] Aaja sanam aaye bahaar.