Lrc Player

Mere saamne wali

Kishor
[03:05.16]·
This lyric sheet isn't paired with a song yet, so lines are shown but won't sync or seek.

[00:03.74] Are hai..

[00:05.86] La la la la la la la la la la la la la lah..

[00:25.80] Hmmm he hee

[00:32.70] (Mere saamne waali khidki mein

[00:36.15] Ek chaand ka tukda rehta hai) -(x2)

[00:46.78] Afsos ye hai ke vo hamse

[00:50.24] Kuchh ukhda ukhda rehta hai

[00:53.69] Mere saamne waali khidki mein

[00:56.87] Ek chaand ka tukda rehta hai

[01:14.94] Jis roz se dekha hai usko

[01:18.39] Rs 1 Trial

[01:19.20] Ham shamaa jalaana bhool gaye

[01:22.92] Dil thaam ke aise baithe hain

[01:34.08] Kahin aana jaana bhool gaye

[01:37.26] Ab aath pahar in aankhon mein

[01:39.39] Vo chanchal mukhda rehta hai

[01:44.44] Mere saamne waali khidki mein

[01:47.89] Ek chaand ka tukda rehta hai

[02:08.87] (Barsaat bhi aakar chali gayi

[02:12.33] Baadal bhi garaj kar baras gaye) -(x2)

[02:26.14] Par uski ek jhalak ko ham

[02:29.59] Ai husn ke maalik taras gaye

[02:33.32] Kab pyaas bujhegi aankhon ki

[02:36.76] Din raat ye dukhda rehta hai

[02:40.22] Mere saamne waali khidki mein

[02:43.67] Ek chaand ka tukda rehta hai

[02:48.45] Afsos ye hai ke vo hamse

[02:50.58] Kuchh ukhda ukhda rehta hai

[02:54.56] Mere saamne waali khidki mein

[02:58.01] Ek chaand ka tukda rehta hai