Mere Saamne Wali Khidki Mein Karaoke With Scrolling Lyrics Eng. & हद
[00:02.83] Are hai..
[00:06.55] La la la la la la la la la la la la la lah..
[00:25.41] Hmmm he hee
[00:32.84] Mere saamne waali khidki mein
[00:36.03] Ek chaand ka tukda rehta hai
[00:39.48] Mere saamne waali khidki mein
[00:42.94] Ek chaand ka tukda rehta hai
[00:46.39] Afsos ye hai ke vo hamse
[00:50.11] Kuchh ukhda ukhda rehta hai
[00:53.83] Mere saamne waali khidki mein
[00:57.02] Ek chaand ka tukda rehta hai
[01:14.81] Jis roz se dekha hai usko
[01:18.00] Ham shamaa jalaana bhool gaye
[01:21.72] Jis roz se dekha hai usko
[01:24.90] Ham shamaa jalaana bhool gaye
[01:28.36] Dil thaam ke aise baithe hain
[01:31.81] Kahin aana jaana bhool gaye
[01:35.53] Ab aath pahar in aankhon mein
[01:38.98] Vo chanchal mukhda rehta hai
[01:42.70] Mere saamne waali khidki mein
[01:46.15] Ek chaand ka tukda rehta hai
[02:09.00] Barsaat bhi aakar chali gayi
[02:12.19] Baadal bhi garaj kar baras gaye
[02:19.63] Barsaat bhi aakar chali gayi
[02:22.81] Baadal bhi garaj kar baras gaye
[02:26.00] Par uski ek jhalak ko ham
[02:29.72] Ai husn ke maalik taras gaye
[02:33.17] Kab pyaas bujhegi aankhon ki
[02:36.62] Din raat ye dukhda rehta hai
[02:40.34] Mere saamne waali khidki mein
[02:43.53] Ek chaand ka tukda rehta hai
[02:47.25] Afsos ye hai ke vo hamse
[02:50.70] Kuchh ukhda ukhda rehta hai
[02:54.16] Mere saamne waali khidki mein
[02:57.61] Ek chaand ka tukda rehta hai
