Armaan Malik - Badnaamiyan
[00:35.09] Zindagani ke lamhon ko tere naam kar diya
[00:40.93] Zindagani ke lamhon ko tere naam kar diya
[00:47.05] Khud ko teri hi khatir badnaam kar diya
[00:52.09] Badnaamiyan mili, tanhaiyaan badhi
[00:57.65] Badnaamiyan mili, tanhaiyaan badhi (x2)
[01:57.69] Har pal yeh dil yaad tujhe karta rehta hai
[02:03.26] Har pal tere sapne ye dekha karta hai
[02:09.12] Maana tumne raaste apne badal diye
[02:14.95] Yeh bechara beete kal mein hi rehta hai
[02:21.07] Aakhiri saans ko bhi tere naam kar diya
[02:26.90] Aakhiri saans ko bhi tere naam kar diya
[02:32.75] Khudko tere hi khaatir nakaam kar diya
[02:37.80] Badnamiyan mili, tanhaiyaan badhi
[02:43.65] Badnamiyan mili, tanhaiyaan badhi
[03:13.38] Main teri aankhon mein dekhta hoon khudko
[03:30.52] Tumko kya dikhta hai, meri nazron mein kaho
[03:37.16] Dekhte chaahte, subah ko shaam kar diya
[03:43.26] Dekhte chaahte, subah ko shaam kar diya
[03:49.11] Khud ko teri hi khatir qurbaan kar diya
[03:54.16] Badnaamiyan mili, tanhaiyaan badhi
[03:59.99] Badnaamiyan mili, tanhaiyaan badhi
[04:07.16] Zindagani ke lamhon ko tere naam kar diya
[04:12.47] Zindagani ke lamhon ko tere naam kar diya
[04:18.33] Khud ko teri hi khatir badnaam kar diya
[04:23.38] Badnaamiyan mili, tanhaiyaan badhi
[04:29.21] Badnaamiyan mili, tanhaiyaan badhi
