Jo Tum Mere Ho
[00:01.58] Hairaan hoon ki kuch bhi na maangoon kabhi main
[00:06.10] Jo tum mere ho
[00:12.21] Aisa ho kyun ki lagta hai haasil sabhi hai
[00:19.38] Jo tum mere ho
[00:39.30] Jo tum mere ho
[00:43.02] To main kuch nahin maangoon duniya se
[00:48.33] Aur tum ho hi nahin
[00:53.91] To main jeena nahin chaahoon duniya mein
[00:59.49] Aur nazron mein mere
[01:03.21] Ik jahaan hai jahaan tu aur main ab saath hain
[01:09.85] Aur wahaan koyi nahin
[01:14.63] Tu aur main hi, haaye
[01:19.94] Aur aaoge, aise aaoge
[01:24.99] Teri-meri kya ye raahein yoon judi hain?
[01:30.83] Aur raahon mein hi jo tum aaye kabhi
[01:35.35] Ham to pyaar se hi mar jaayeinge
[01:40.93] Aur aaoge, aise aaoge
[01:45.71] Teri-meri kya ye raahein yoon judi hain?
[01:51.28] Aur raahon mein hi jo tum aaye nahin
[01:55.80] Ham to phir bhi tumhein hi chaaheinge
[02:01.65] Jo tum mere ho
[02:06.16] To main kuch nahin maangoon duniya se
[02:11.74] Poochhe ye tu ki tujh mein main kya dekhta hoon
[02:26.88] Jab chaaron taraf aaj kitne hi saare nazaare hain
[02:32.72] Jaane na tu khud ko yoon na jaane kyun
[02:36.97] Nazron se meri yahaan dekho na khud ko zara
[02:41.75] Dekho na, dekho na
[02:43.35] Zulfon se, kaise zulfon se
[02:47.33] Teri chhupti pyaari-pyaari si muskaan hai
[02:52.64] Aur nazrein jhuki, aur nazrein uthi
[02:58.22] To main kya hi karoon, barbaad main
[03:03.27] Tere honthon ko, tere honthon ko
[03:08.32] Jinse rakhti mere pyaare-pyaare naam hain
[03:13.63] Aur dil ka tere, aur dil ka tere
[03:18.68] Ab main kya hi kahoon, kya baat hai
[03:24.52] Aur, haan, dekho yahaan
[03:27.97] Kaise aayi do dilon ki ye baaraat hai
[03:34.08] Par kya khula aasmaan
[03:38.60] Ya phir laayi yahaan zoron se barsaat hai?
[03:44.97] Chaahe hon chhaaye bhi baadal to
[03:49.75] Chaahein phir bhi tumhein, kya pata tum ko?
[03:54.80] Maangoon na kuch aur jo
[03:59.58] Tum mere ho
[04:04.89] -MS💔
