Lrc Player

Lyrical_ Saiyaara Full Song with Lyrics _ Ek Tha Tiger _ Salman Khan _ Katrina Kaif _ Kausar Munir(MP3_160K)

Mohit Chauhan
[04:10.10]·Synced by Guest·
This lyric sheet isn't paired with a song yet, so lines are shown but won't sync or seek.

[00:32.96] Aasmaan tera mera hua

[00:39.60] Khwaab ki tarah dhuaan dhuaan

[00:45.21] Aasmaan tera mera hua

[00:51.58] Saans ki tarah ruaan ruaan

[00:55.34] Ho jaaye jahaan tu jaaye

[01:01.18] Paaye mujhe hi paaye

[01:04.37] Saaye ye mere hain

[01:06.54] Tujh mein samaaye

[01:09.73] Saiyaara main saiyaara

[01:12.41] Saiyaara tu saiyaara

[01:15.32] Sitaaron ke jahaan

[01:17.73] Mein milenge abb yaara

[01:21.43] Saiyaara main saiyaara

[01:24.09] Saiyaara tu saiyaara

[01:27.31] Sitaaron ke jahaan

[01:29.73] Mein milenge abb yaara

[01:57.99] Tu jo mila toh yun hua

[02:04.24] Ho gayi poori adhoori si duaa

[02:09.82] Tu jo gaya toh le gaya sang tere

[02:17.30] Mere jeene ki har wajah

[02:21.84] Ho jaaye jahaan tu jaaye

[02:24.91] Paaye mujhe hi paaye

[02:28.10] Saaye ye mere hain

[02:30.96] Tujh mein samaaye

[02:33.63] Saiyaara main saiyaara

[02:36.31] Saiyaara tu saiyaara

[02:39.24] Sitaaron ke jahaan

[02:41.62] Mein milenge abb yaara

[02:45.34] Saiyaara main saiyaara

[02:48.27] Saiyaara tu saiyaara

[02:51.19] Sitaaron ke jahaan

[02:53.36] Mein milenge abb yaara

[03:40.00] Tumpe miti tumse bani

[03:46.26] Tumse hua hai haan

[03:48.92] Khud pe yaqeen

[03:52.13] Tu jo nahi to naa sahi

[03:57.97] Main hoon yahaan toh

[04:00.64] Tu hai yahin kahin

[04:03.57] Ho jaaye jahaan tu jaaye

[04:07.03] Paaye mujhe hi paaye

[04:10.22] Saaye ye mere hain

[04:12.89] Tujh mein samaaye

[04:15.55] Saiyaara main saiyaara

[04:18.48] Saiyaara tu saiyaara

[04:21.66] Sitaaron ke jahaan

[04:24.09] Mein milenge abb yaara

[04:27.55] Saiyaara main saiyaara

[04:30.47] Saiyaara tu saiyaara

[04:33.39] Sitaaron ke jahaan

[04:35.81] Mein milenge abb yaara.