Ye Tune Kya Kiya - Once Upon A Time In Mumbaai Dobara 320 Kbps
[00:00.30] Ishq woh bala hai
[00:09.08] Jisko chhuaa isne woh jala hai
[00:12.80] Dil se hota hai shuru
[00:15.99] Dil se hota hai shuru
[00:18.11] Par kambakht sar pe chadha hai
[00:21.30] Kabhi khud se, kabhi khuda se
[00:23.69] Kabhi zamaane se lada hai
[00:26.34] Itna hua badnaam phir bhi
[00:30.86] Har zubaan pe ada hai
[00:34.05] Ishq ki.. saazishein
[00:54.77] Ishq ki.. baaziyaan
[01:04.08] Haara main khel ke
[01:15.50] Do dilon ka juaa
[01:25.59] Kyun tune meri fursat ki
[01:29.31] Kyun dil mein itni harqat ki
[01:31.70] Ishaq mein itni barqat ki
[01:34.38] Ye tune kya kiya..
[01:37.56] Phiru ab maara maara main
[01:39.96] Chaand se bichhda taara main
[01:42.34] Dil se itna kyun haara main
[01:45.27] Ye tune kya kiya..
[01:48.19] Saari duniya se jeet ke main aaya hoon idhar
[01:52.71] Tere aage hi main haara kiya tune kya asar
[01:58.02] Main dil ka raaz kehta hoon
[02:00.67] Ke jab jab saansein leta hoon
[02:03.33] Tera hi naam leta hoon
[02:05.99] Ye tune kya kiya
[02:11.56] Meri baahon ko teri saanson ki jo
[02:33.08] Aadatein lagi hain waisi
[02:35.74] Jee leta hoon ab main thoda aur
[02:39.99] Meri dil ki ret pe
[02:42.11] Aankhon ki jo pade parchhai teri
[02:46.10] Pee leta hoon tab main thoda aur
[02:50.10] Jaane kaun hai tu meri
[02:53.55] Main naa jaanu ye magar
[02:55.67] Jahaan jaaun main karoon main wahaan
[02:59.12] Tera hi zikar
[03:00.99] Mujhe tu raazi lagti hai
[03:03.38] Jeeti hui baazi lagti hai
[03:06.03] Tabiyat taazi lagti hai
[03:08.69] Ye tune kya kiya
[03:11.35] Main dil ka raaz kehta hoon
[03:13.74] Ke jab jab saansein leta hoon
[03:16.39] Tera hi naam leta hoon
[03:19.05] Ye tune kya kiya
[03:29.41] Dil karta hai, teri baatein sunu
[03:46.41] Saude main adhoore chunu
[03:48.80] Muft ka hua ye faayda
[03:53.32] Kyun khud ko main barbaad karoon
[03:56.50] Fanaa hoke tunhse miloon
[03:59.16] Ishq ka ajab hai qaayda
[04:03.67] Teri raahon se jo guzri hain meri dagar
[04:07.66] Main aage badh gaya hoon thoda hoke be-fikar
[04:13.77] Kaho toh, kis se marzi loon
[04:16.16] Kaho toh, kis ko arzi doon
[04:18.82] Hansta ab thoda farzi hoon
[04:21.47] Ye tune kya kiya
[04:24.66] Main dil ka raaz kehta hoon
[04:26.78] Ke jab-jab saansein leta hoon....
[04:35.30] Ishq ki.. saazishein
[04:40.08] Ishq ki.. baaziyaan
[04:48.84] Haara main khel ke
[05:00.00] Do dilon ka juaa
