M
[00:05.67] Dilshaad tha ke phool khilenge bahaar mein
[00:18.41] Maara gaya gareeb isi aitbaar mein
[00:34.35] --FEMALE--
[00:44.70] Mujhe teri mohabbat ka sahaara mil gaya hota - 2
[01:08.08] Agar toofaan nahin aata, kinaara mil gaya hota
[01:18.97] --MALE--
[01:19.51] Mujhe teri mohabbat ka sahaara mil gaya hota
[01:31.19] Agar toofaan nahin aata, kinaara mil gaya hota
[01:42.89] Mujhe teri mohabbat ka sahaara mil gaya hota
[01:55.11] --FEMALE--
[02:18.49] Na tha manzoor kismat ko, na thi marzi bahaaron ki
[02:29.64] Nahin to is gulistaan mein
[02:35.50] Nahin to is gulistaan mein kami thi kya nazaaron ki
[02:47.46] Meri nazaron ko bhi koi nazaara mil gaya hota
[02:58.88] Agar toofaan nahin aata, kinaara mil gaya hota
[03:10.83] --MALE--
[03:20.67] Mujhe teri mohabbat ka sahaara mil gaya hota
[03:45.64] Khushi se apni aankhon ko main ashkon se bheego leta
[03:57.33] Mere badle tu has legi
[04:05.03] Mere badle tu has legi, tere badle main ro leta
[04:14.86] Mujhe ae kaash tera dard saara mil gaya hota
[04:26.28] Agar toofaan nahin aata, kinaara mil gaya hota
[04:36.64] --FEMALE--
[04:37.70] Mujhe teri mohabbat ka sahaara mil gaya hota
[05:10.38] Mili hai chaandni din ko, yeh unki apni kismat hai
[05:22.06] Mujhe apne muqaddar se
[05:27.64] Mujhe apne muqaddar se faqat itni shikaayat hai
[05:39.59] Mujhe toota hua koi sitaara mil gaya hota
[05:51.01] Agar toofaan nahin aata, kinaara mil gaya hota
[06:02.17] --MALE--
[06:02.70] Mujhe teri mohabbat ka sahaara mil gaya hota
[06:14.39] 💖💖PANKAJ💝SINHA💖💖
