Gori tera
[00:09.60] Hmm... Hmm.. Hmm... Hmm....
[00:17.57] O... O... O... O...
[00:46.68] Gori Tera Gaon Bada Pyaara
[00:49.60] Main To Gaya Maara Aake Yahaan Re
[00:56.77] Us Par Roop Tera Saada
[00:59.69] Chandrama Jyoon Aadha, Aadha Jawaan Re
[01:06.60] Gori Tera Gaaon Bada Pyaara
[01:09.78] Main To Gaya Maara
[01:12.18] Aake Yahan Re, Aake Yahaan Re
[01:38.21] Jee Karta Hai Mor Ke Paaon Mein
[01:42.99] Paayaliya Pahna Doon
[01:49.63] Kuhu-Kuhu Gaati Koyaliya Ko
[01:53.35] Phoolon Ka Gahna Doon
[01:57.33] Yahin Ghar Apna Banaane Ko
[02:00.52] Panchhi Karein Dekho
[02:02.91] Tinke Jama Re, Tinke Jama Re
[02:07.16] Gori Tera Gaaon Bada Pyaara
[02:10.35] Main To Gaya Maara
[02:13.00] Aake Yahan Re, Aake Yahan Re
[02:48.73] Rang Birange Phool Khile Hain
[02:53.77] Log Bhi Phoolon Jaise
[02:58.82] Aa Jaaye Ik Baar Yahan Jo
[03:03.60] Jaayega Phir Kaise
[03:08.11] Jhar-Jhar Jharte Huye Jharne,
[03:11.04] Man Ko Lage Harne
[03:13.42] Aisa Kahan Re, Aisa Kahan Re
[03:17.94] Us Par Roop Tera Saada
[03:21.13] Chandrama Jyoon Aadha
[03:23.52] Aadha Jawaan Re, Aadha Jawaan Re
[04:00.18] Pardesi Anjaan Ko Aise
[04:04.43] Koi Nahin Apnaata
[04:09.74] Tum Logon Se Jud Gaya Jaise
[04:14.26] Janam-Janam Ka Naata
[04:18.77] Apni Dhun Mein Magan Dolein
[04:21.43] Log Yahan Bolein
[04:24.10] Dil Ki Zabaan Re, Dil Ki Zabaan Re
[04:28.61] Gori Tera Gaaon Bada Pyaara
[04:31.53] Main To Gaya Maara Aake Yahaan Re
[04:38.97] Us Par Roop Tera Saada
[04:41.63] Chandrama Jyoon Aadha, Aadha Jawaan Re
[04:50.67] Hmm... Hmm... Hmm... Hmm...
[04:56.77] O.... O.... O.... O....
