kaam 25
[00:03.53] Kaam 25 hai
[00:06.28] Bole to din hain, game over
[00:09.78] Kaam 25 hai, kaam dhaam 25 hai
[00:11.78] Ram naam satya hai
[00:12.79] Yeh khule aam hatya hai
[00:14.28] Kaam 25 hai, kaam dhaam 25 hai
[00:16.53] Sun le tu achche se, dar ja marne se
[00:19.28] Kaam 25 hai, kaam dhaam 25 hai
[00:21.78] Mere jaise ek, tere jaise chhatis hain
[00:24.28] Kaam 25 hai, kaam dhaam 25 hai
[00:27.03] Bole to game over!
[00:30.04] Kaam 25 hai mat dikha batteese
[00:31.78] Mar jayega galti se gayab tu dharti se
[00:33.03] Chalta yeh sher bole apne hi marzi se
[00:36.78] Gardi mein fark nahi
[00:38.03] Charsi aur vardi mein
[00:39.78] Rajneeti mein yahan
[00:40.78] Sabse zyada paisa kyun hai
[00:42.03] Public ko nahi dikhta
[00:43.03] Waise wala paisa kyun hai
[00:44.28] Public ki seva phir
[00:45.04] Paise wala neta kyun hai
[00:46.28] Mumbai shehar sabko
[00:47.53] Kam zyaada deta kyun hai
[00:49.28] Alag kutte, yeh kaat’te yeh bhaunkte nahi
[00:51.78] Alag ghode, yeh thokte yeh daudte nahi
[00:54.28] Yahan pe naam kaam karta hai
[00:56.28] Police wala bhi bola
[00:57.29] Mera star bahut halka hai
[00:58.78] Scene thoda dhalta hai
[01:00.04] Game hona sabka hai
[01:01.28] Agar tu zinda phir jee le na beta
[01:03.03] Bambai shehar chillum taiyar hai
[01:05.78] Ab pee le na beta
[01:07.28] Seedha seene mein beta
[01:08.78] Kaam 25 hai, kaam dhaam 25 hai
[01:10.28] Ram naam satya hai
[01:11.53] Yeh khule aam hatya hai
[01:13.29] Kaam 25 hai, kaam dhaam 25 hai
[01:15.28] Sun le tu achche se, dar ja marne se
[01:18.03] Kaam 25 hai, kaam dhaam 25 hai
[01:20.78] Mere jaise ek, tere jaise chhatis hain
[01:23.04] Kaam 25 hai, kaam dhaam 25 hai
[01:26.28] Bole to game over!
[01:28.53] Raaste mein khadde nahi
[01:29.78] Khaddon mein raaste hain
[01:31.04] Chhaati hai chaudi kyunki
[01:32.03] Bambai har saans mein hai
[01:33.28] Darna kis’se jab samundar bhi sath mein hai
[01:34.28] Paani hai gehra aur
[01:36.78] Shooter sab shark se hain
[01:38.04] Aaya rakh se tu jayega bhi rakh mein
[01:40.28] Dimag mein yeh daal de
[01:41.53] Tu shatir har chaal mein
[01:43.03] Hoon shatir wohi town mein
[01:44.03] Kaam mein lagao agar sahi sa amount hai
[01:45.28] Chhote zara town mein
[01:48.53] Khilane wale hath ko nahi kaatne ka
[01:50.53] Milane wale hath ko nahi chaatne ka
[01:53.04] Teri hai thaali to apne mein khaane ka
[01:55.28] Apni harkaton ko doosron mein baantne ka
[01:57.53] Yeh Bambai wali rule chhote cool
[01:59.78] Chhote class aane ke liye
[02:02.03] Thoda padhna padta school
[02:02.78] Chhote mat bhool
[02:03.78] Chhote number one hai rule
[02:05.03] Chhote baap hota baap aur
[02:06.03] Tu to mera phool chhote
[02:07.78] Kaam 25 hai, kaam dhaam 25 hai
[02:08.28] Ram naam satya hai
[02:10.53] Yeh khule aam hatya hai
[02:12.27] Kaam 25 hai, kaam dhaam 25 hai
[02:14.28] Sun le tu achche se, dar ja marne se
[02:17.03] Kaam 25 hai, kaam dhaam 25 hai
[02:19.53] Mere jaise ek, tere jaise chhatis hain
[02:21.79] Kaam 25 hai, kaam dhaam 25 hai
[02:24.78] Bole to game over!
