Jo tum mere ho
[00:00.19] Hairaan hoon ki kuch bhi na maangoon kabhi main
[00:07.37] Jo tum mere ho
[00:12.68] Aisa ho kyun ki lagta hai haasil sabhi hai
[00:19.85] Jo tum mere ho
[00:39.51] Jo tum mere ho
[00:43.49] To main kuch nahin maangoon duniya se
[00:48.54] Aur tum ho hi nahin
[00:53.32] To main jeena nahin chaahoon duniya mein
[00:59.16] Aur nazron mein mere
[01:03.94] Ik jahaan hai jahaan tu aur main ab saath hain
[01:09.52] Aur wahaan koyi nahin
[01:14.30] Tu aur main hi, haaye
[01:19.88] Aur aaoge, aise aaoge
[01:25.19] Teri-meri kya ye raahein yoon judi hain?
[01:29.97] Aur raahon mein hi jo tum aaye kabhi
[01:35.82] Ham to pyaar se hi mar jaayeinge
[01:40.60] Aur aaoge, aise aaoge
[01:45.65] Teri-meri kya ye raahein yoon judi hain?
[01:50.70] Aur raahon mein hi jo tum aaye nahin
[01:56.27] Ham to phir bhi tumhein hi chaaheinge
[02:01.59] Jo tum mere ho
[02:06.10] To main kuch nahin maangoon duniya se
[02:22.51] Poochhe ye tu ki tujh mein main kya dekhta hoon
[02:27.35] Jab chaaron taraf aaj kitne hi saare nazaare hain
[02:32.61] Jaane na tu khud ko yoon na jaane kyun
[02:37.12] Nazron se meri yahaan dekho na khud ko zara
[02:40.57] Dekho na, dekho na
[02:43.43] Zulfon se, kaise zulfon se
[02:47.88] Teri chhupti pyaari-pyaari si muskaan hai
[02:53.20] Aur nazrein jhuki, aur nazrein uthi
[02:58.77] To main kya hi karoon, barbaad main
[03:03.56] Tere honthon ko, tere honthon ko
[03:08.60] Jinse rakhti mere pyaare-pyaare naam hain
[03:13.65] Aur dil ka tere, aur dil ka tere
[03:19.24] Ab main kya hi kahoon, kya baat hai
[03:24.81] Aur, haan, dekho yahaan
[03:29.32] Kaise aayi do dilon ki ye baaraat hai
[03:34.90] Par kya khula aasmaan
[03:39.37] Ya phir laayi yahaan zoron se barsaat hai?
[03:44.99] Chaahe hon chhaaye bhi baadal to
[03:50.31] Chaahein phir bhi tumhein, kya pata tum ko?
[03:55.62] Maangoon na kuch aur jo
[03:59.87] Tum mere ho
