Kaun hai jo
[00:28.65] Kaun hai jo sapno me aaya, kaun hai jo dil me samaya
[00:36.62] lo jhuk gaya asama bhi ishq mera rang laya
[00:44.58] kaun hai jo sapno me aaya, kaun hai jo dil me samaya
[00:52.30] lo jhuk gaya asama bhi ishq mera rang laya
[01:00.54] o priya, o priya
[01:35.86] Zindagi ke har ik mod pe mai git gata chala ja raha hu
[01:44.37] zindagi ke har ik mod pe mai git gata chala ja raha hu
[01:54.73] bekhudi ka ye alam na puchho manzilo se badha ja raha hu
[02:00.30] manzilo se badha ja raha hu
[02:04.29] kaun hai jo sapno me aaya, kaun hai jo dil me samaya
[02:11.99] lo jhuk gaya asama bhi ishq mera rang laya
[02:20.50] o priya, o priya
[02:59.82] Saj gayi aaj sari dishaye, khul gayi aaj jannat ki rahe
[03:08.32] saj gayi aaj sari dishaye, khul gayi aaj jannat ki rahe
[03:15.76] husn jabse mera ho gaya hai, mujhpe padti hai sabki nigahe
[03:23.72] mujhpe padti hai sabki nigahe
[03:28.24] kaun hai jo sapno me aaya, kaun hai jo dil me samaya
[03:36.21] lo jhuk gaya asama bhi ishq mera rang laya
[03:44.44] o priya, o priya
[04:19.77] Jism ko maut aati hai lekin ruh ko maut aati nahi hai
[04:28.00] jism ko maut aati hai lekin ruh ko maut aati nahi hai
[04:35.71] ishq roshan hai roshan rahega, roshani iski jaati nahi hai
[04:43.68] roshani iski jaati nahi hai
[04:48.46] kaun hai jo sapno me aaya, kaun hai jo dil me samaya
[04:56.43] lo jhuk gaya asama bhi ishq mera rang laya
[05:05.20] o priya, o priya, o priya
