Bayaan Hasan Raheem Rovalio - Maand (Lyric Video) - Bayaan
[00:13.82] Milay to tum kabhi nahin
[00:19.67] Meri hasrat kyun bharkai bewajha
[00:27.90] K tum bina jiye agar
[00:33.75] Hua kaise naa yeh jeena raaegaan
[00:47.82] Darya mere dil ka yeh behta na
[00:51.28] Dukhi dil ki sada kuch yeh kehta na
[00:54.73] Iss ki khamoshi ki tu wajha hai na
[00:58.19] Dil se tang aagaya yehi saza hai na
[01:01.64] Ulfaton mein nahin koi paimana
[01:05.09] Mere apnon ka mujh se yeh kehna tha
[01:08.54] Surmayi teri aankhon mein beh jaana
[01:12.00] Kya pata tere gham mein hi rehna tha
[01:25.01] Kyun yun sehtay sehtay
[01:28.20] Dil ko gham khaa chuka meri jaan
[01:31.65] Kyun yun rehtay rehtay
[01:35.12] Dikhay naa koi disha
[01:38.84] Kyun yun sehtay sehtay dil ko gham khaa chuka meri jaan
[01:45.48] Kyun yun rehtay rehtay dikhay na koi disha
[01:50.79] Jo tu ne nahin to aisa mein chehra k jiski khoobsoorti maand pardi ho
[01:58.78] Aisa main darya jo behna naa chahay
[02:04.67] Jo tu ne naheen to aisa main chehra k jis ki khoobsurti maand parri ho
[02:12.63] Aisa main darya jo behna naa chahay
[02:19.54] Darya mere dil ka yeh behta na
[02:23.26] Dukhi dil ki sada kuch yeh kehta na
[02:26.45] Iss ki khamoshi ki tu wajha hai na
[02:30.17] Dil se tang aagaya yehi saza hai na
[02:33.62] Ulfaton mein nahin koi paimana
[02:36.81] Mere apnon ka mujh se yeh kehna tha
[02:40.53] Surmayi teri aankhon mein beh jaana
[02:43.71] Kya pata tere gham mein hi rehna tha
[02:53.91] Aisa main darya jo behna naa chahay
