Vartmaan
[00:39.93] Babli ke sweater se buna gadariya
[00:40.19] Gudiya ke bheetar chhupa gadariya
[00:40.19] Babli ke sweater se buna gadariya
[00:40.46] Bhetau chu re, ae, ae
[00:40.72] Vartmaan aankhon ka dhoka hai
[00:41.00] Bhoot seekhne ka mauka hai
[00:41.00] Bhavishya umeedo ki nauka hai
[00:00.00] Aaj mera sangeet se roka hai
[00:00.00] Naak pe chaandi ka koka hai
[00:00.00] Dimaag mein keval ab
[00:00.00] "Kuchh naa kuchh bolte rehna hai"
[00:00.00] Dharti ek maya nagri hai
[00:00.00] Hawas ek hawa ka jhoka hai
[00:00.00] Criminal toh har ek koi hota hai
[00:00.00] Smack toh chori ka mauka hai
[00:00.00] Raipur mein cigarette ka khoka hai
[00:00.00] Honi ko kab kisne roka hai? (honi echo hai kya?)
[00:00.00] Kehne ko mukhbari dhokha hai
[00:00.00] Sa-samaan ki taskari kya hai?
[00:00.00] Tujhe kisne kamane se roka hai?
[00:00.00] Mere dimaag mein kya hai,
[00:00.00] Meri maa ni jaanti, mere phone ko pata hai
[00:00.00] Kal raat saadhe nau baje teen roti khayi,
[00:00.00] Ye elon ko pata hai (mere phone mein jo echo aa raha hai)
[00:00.00] Darr ke aage jeet, izzat se bada darr,
[00:00.00] Ye kim jong ko pata hai
[00:00.00] Hare krishna ka mahatva iss desh mein kya hai,
[00:00.00] Ye iskcon ko pata hai
[00:00.00] Hum keeda jadi ugane wale,
[00:00.00] Aadivasi jaane-maane, hudke pe gaane wale
[00:00.00] Mat looto humko, mai haath jodta hu
[00:00.00] Gor-bhais charaane wale,
[00:00.00] Ghaas leke aane wale, baal-bache berozgar
[00:00.00] Mat looto humko, mai haath jodta hu
[00:00.00] Devta nachaane wale, guru bhagane wale, ann ugane wale
[00:00.00] Baant karke khaane wale, raste banane wale,
[00:00.00] Himalaya ghumane wale
[00:00.00] Mat looto, mat looto, mat looto humko,
[00:00.00] Mai haath jodta hu
[00:00.00] Pahad ka yuva barbad ho chuk hai
[00:00.00] Sahi bol raha hai lekin
[00:00.00] Kyuki pahad ki kuchh bhi awaaz nai aa rahi hai
[00:00.00] Raste se bhatka tha, bheed se mai darta tha
[00:00.00] Bhai se main ladta tha, logo pe hasta tha
[00:00.00] Mujhko tum dekhte the, kya kabhi ye lagta tha
[00:00.00] Beat mera jhatka tha, umar hogi saat-aanth
[00:00.00] Machhi ka kaanta jaake gale mere atka tha
[00:00.00] School poora rat'ta tha
[00:00.00] Gyarvi mein fail hote-hote bacha, pariksha ek satta tha
[00:00.00] Note saare bikhre the, haathon mein katta tha
[00:00.00] Gaon mein makkhan tha, gaon mein mattha tha
[00:00.00] Moze ki ball thi, haathon mein lattha tha
[00:00.00] Kandali mein kood maari, zakhmi ho sakta tha
