Lrc Player

Waah waah ramji

S P Bala n Lata
[04:35.75]·Synced by Guest·
This lyric sheet isn't paired with a song yet, so lines are shown but won't sync or seek.

[00:27.92] Waaha waaha ramji Jodi kya banaayi

[00:34.56] Bhaiya aur bhabhi ko Badhaayi ho badhaayi Sab rasmo se badi hai jag mein

[00:44.65] Dil se dil ki sagaayi

[00:48.10] Aapki kripa se yeh Shubh ghadi aai

[00:55.03] Jiji aur jija ko Badhayi ho badhayi

[01:01.67] Sab rasmo se badi hai jag mein

[01:06.98] Dil se dil ki sagaayi

[01:08.57] Waaha waaha ramji

[01:12.03] Waaha waaha ramji

[01:16.54] Waaha waaha ramji

[01:42.31] Mere bhaiya jo, chup baithe hain

[01:48.95] Dekho bhabhi yeh, kaise aithe hain

[01:55.85] Aise bade hi bhale hain

[01:59.58] Aise bade hi bhale hain

[02:00.90] Maana thode manchale hain

[02:05.68] Par aap ke siva

[02:06.21] kahi bhi naa phisle hain

[02:08.07] Dekho dekho khud pe jiji itraayi

[02:14.98] Bhaiya aur bhabhi ko Badhaayi ho badhaayi Sab rasmo se badi hai jag mein

[02:24.01] Dil se dil ki sagaayi

[02:26.93] Waaha waaha ramji

[02:30.39] Arey waaha waha ramji

[02:33.57] Waaha waaha ramji

[03:00.68] Suno jijaji, aji aapke liye

[03:04.40] Meri jiji ne, bade tap hain kiye

[03:14.23] Mandiro mein kiye phere

[03:17.68] Mandiro mein kiye phere

[03:19.28] Puja saanjh savere

[03:21.14] Tin lok taintis devo ko yeh rahi ghere Jaisi maine mangi thi Waisi bhabhi paayi Jiji aur jija ko Badhaayi ho badhaayi

[03:38.41] Sab rasmo se badi hai jag mein

[03:41.85] Dil se dil ki sagaayi

[03:45.31] Waaha waaha ramji

[03:48.76] Arey waaha waaha ramji

[03:51.95] Waaha waaha ramji