Lrc Player

Kaisa lsgta hai

Amit n Anuradha
[06:58.40]·Synced by Guest·
This lyric sheet isn't paired with a song yet, so lines are shown but won't sync or seek.

[01:04.00] Kaisa lagta hai?

[01:07.45] Achcha lagta hai

[01:10.90] Pyar ka sapna

[01:14.62] Sachcha lagta hai

[01:18.08] Kaisa lagta hai?

[01:21.53] Achcha lagta hai

[01:25.25] Pyar ka sapna

[01:28.96] Sachcha lagta hai

[01:32.42] Tu jo kareeb hai

[01:36.40] Mera naseeb hai

[01:39.85] Dil mein basi hai tu

[01:43.04] Meri khushi hai tu

[01:46.76] Tere bina ek pal mujhe na rehna

[01:50.21] Kaisa lagta hai?

[01:53.67] Achcha lagta hai

[01:57.12] Pyar ka sapna

[02:00.84] Sachcha lagta hai

[02:04.59] Tu jo kareeb hai

[02:07.78] Mera naseeb hai

[02:10.96] Meri khushi hai tu

[02:14.16] Dil mein basi hai tu

[02:18.67] Tere bina ek pal mujhe na rehna

[02:22.39] Kaisa lagta hai?

[02:25.84] Achcha lagta hai

[02:29.31] Pyar ka sapna

[02:33.03] Sachcha lagta hai

[03:12.34] Har taraf khushiyon ka mausam hai yahan

[03:19.24] Humne pehli baar dekha yeh jahan

[03:33.60] Har taraf khushiyon ka mausam hai yahan

[03:40.78] Humne pehli baar dekha yeh jahan

[03:47.95] Gham ki duniya se hum chale aaye

[03:55.12] Door hain humse dard ke saaye

[04:02.29] Aa dua maang lein

[04:05.75] Kuchh bhi ho ab dukh pade na sehna

[04:09.46] Kaisa lagta hai?

[04:12.92] Achcha lagta hai

[04:16.37] Pyar ka sapna

[04:20.09] Sachcha lagta hai

[04:59.67] Pyar ke vaade kabhi na todna

[05:02.85] Tum kabhi tanha na humko chhodna

[05:17.20] Pyar ke vaade kabhi na todna

[05:24.10] Tum kabhi tanha na humko chhodna

[05:31.28] Aasuon ko pee na paayenge

[05:38.71] Hum juda hoke jee na paayenge

[05:45.89] Aa kasam kha lein hum

[05:49.34] Manenge hamesha ek dooje ka kehna

[05:52.79] Kaisa lagta hai?

[05:56.52] Achcha lagta hai

[05:59.96] Pyar ka sapna

[06:03.42] Sachcha lagta hai

[06:07.16] Tu jo kareeb hai

[06:10.34] Mera naseeb hai

[06:13.79] Dil mein basi hai tu

[06:17.25] Meri khushi hai tu

[06:21.50] Tere bina ek pal mujhe na rehna

[06:24.95] Kaisa lagta hai?

[06:28.40] Achcha lagta hai

[06:32.12] Pyar ka sapna

[06:35.57] Sachcha lagta hai