Lrc Player

O Mere Raja Karaoke With Lyrics Duet

Unknown artist
[05:10.99]·Synced by Guest·
This lyric sheet isn't paired with a song yet, so lines are shown but won't sync or seek.

[00:24.42] O, mere raaja,

[00:29.20] O, mere raaja

[00:33.99] Kafa naa hona, der se aayi, door se aayi

[00:41.16] Majaburi thi phir bhi maine

[00:43.55] Vaadaa to nibhaayaa, vaadaa to nibhaayaa

[00:53.38] O meri rani

[00:57.89] Samajh gaya main, vahee puraanaa tera bahaana

[01:04.81] Der se aana or ye kahana

[01:07.45] Vaadaa to nibhaayaa, vaadaa to nibhaayaa

[01:34.02] Intazaar ke ek-ek pal ka badlaa loongaa

[01:38.00] Aisa bhi kya

[01:39.33] Ye naa samajhnaa, aaj bhee aise jaane doongha

[01:42.52] Aisa bhi kya

[01:45.17] Kithna sataaya pehle uska hisaab do

[01:48.89] Akhiyon mein akhiyaan daal ke jawab do

[01:53.41] Bachate-bachaate (

[01:54.74] ho..

[01:55.80] Bachate-bachaate, chhupate-chhupaathe

[01:58.19] Tum kya jaano, kaise aayi

[02:00.58] Vaadaa to nibhaayaa,

[02:05.36] o, mere raaja

[02:10.41] Samajh gaya main, vahee puraanaa tera bahaana

[02:17.32] Der se aana or ye kahana

[02:19.97] Vaadaa to nibhaayaa,

[02:24.75] o, mere raaja

[02:39.89] Banhon kee in zanjiron mein yoon naa jakado

[02:43.34] Hum jakadenge

[02:44.41] Mud jaaegi meri kalai haath naa pakado

[02:47.86] Hum pakadenge

[02:49.45] Chhodo naa

[02:50.25] nahin

[02:51.06] chhodo naa

[02:52.39] Aise to najuk nahin haath sarkaar ke

[02:56.64] Mauqe bhee kabhi-kabhi milte hain pyaar ke

[03:01.42] Pyaar abhee to

[03:02.75] ho

[03:03.82] Pyaar abhee to naya-naya hai

[03:06.20] Meri vafaa kee qadar karo ki

[03:08.60] Vaadaa to nibhaayaa,

[03:13.38] o, mere raaja

[03:18.69] Kafa naa hona, der se aayi, door se aayi

[03:25.33] Majaburi thi phir bhi maine

[03:27.72] Vaadaa to nibhaayaa

[03:32.50] o, meri raani

[03:52.16] Kaho, ye gaalon ke angaare kis ke liye hain?

[03:56.14] Kaho, kaho

[03:57.20] aji, tumhaare

[03:58.53] hahahah!

[03:59.59] Honton pe ye shahad ke dhaare kis ke liye hai

[04:03.05] Bolo, bolo

[04:04.11] aji, tumhaare

[04:05.71] haan

[04:07.84] Sharm kahan kii aao gale lag jaao ji

[04:11.81] Kab se khada hoon pyaasaa, pyaas bujhaao jee

[04:16.06] Hat jaao jee

[04:17.41] bujhaao jee

[04:19.53] Badanaami se

[04:20.06] ho

[04:21.13] Badanaami se dar lagtaa hai

[04:23.52] Ye to socho kis mushkil se

[04:25.91] Vaadaa to nibhaayaa,

[04:30.69] o, mere raaja

[04:35.47] Samajh gaya main, vahee puraanaa tera bahaana

[04:42.65] Der se aana or ye kahana

[04:45.03] Vaadaa to nibhaayaa, vaadaa to nibhaayaa

[04:54.86] O, mere raaja

[04:59.64] o, meri raani