Humdam mere
[00:13.54] Aa aa aa aaa...Ho ho ho ooo...
[00:41.96] Humdam mere, maan bhi jaao,
[01:07.21] kehna mere pyaar kaa
[01:10.40] Are halka halka, surkh labon pe
[01:17.04] Rang to hai iqraar kaa
[01:19.96] Are humdam mere, maan bhi jaao,
[01:26.61] Kehna mere pyaar kaa
[01:29.53] Are halka halka, surkh labon pe
[01:38.03] Rang to hai iqraar kaa
[01:39.35] Are humdam mere...
[01:42.54] =>Music:-O.P.Nayyar<=
[01:48.92] ===============
[02:01.93] Haay....
[02:05.12] Pyar mohabbat ki hawa,pehle chalti hai
[02:10.96] Phir ek lat inkar ki,rukh pe dhalti hai
[02:17.60] Hay pyar mohabbat ki hawa
[02:21.06] Pehle chalti hai
[02:23.71] Phir ek lat inkar ki,rukh pe dhalti hai
[02:29.29] Ye sach hai kam se kam,to aye mere sanam
[02:35.93] Latein chehare se sarkao,
[02:39.39] Tamanna ankhe malti hai
[02:42.57] Hay...humdam mere, maan bhi jaao,
[02:49.74] Kehana mere pyaar kaa
[02:52.67] Are halka halka,surkh labon pe
[02:59.04] Rang to hai iqraar ka
[03:02.50] Are humdam mere....
[03:05.95] =>Lyrics:-M.Sultanpuri<=
[03:07.81] ================
[03:25.08] Haay...
[03:28.26] Tumse mil mil ke saba, duniya mahkaye
[03:34.11] Badal ne chori kiye,anchal ke saaye
[03:40.74] Hay tumse mil mil ke saba,duniya mahkaye
[03:47.12] Badal ne chori kiye,anchal ke saaye
[03:52.70] Ye sach hai kam se kam,to aye mere sanam
[03:59.08] Chura loon main bhi do jalwe,
[04:02.53] Mera armaan bhi rah jaaye
[04:05.71] Hay...humdam mere, maan bhi jaao,
[04:12.89] Kehana mere pyaar kaa
[04:15.81] Are halka halka, surkh labon pe
[04:22.71] Rang to hai iqraar kaa
[04:25.64] Are humdam mere...
[04:29.35] ===> WELCOME <===
[04:30.15] ♪
[00:00.00] Sha
