Pal Pal
[00:05.21] D3VIL
[00:17.45] Pal-pal jeena muhaal mera tere bina
[00:21.87] Yeh saaray nashay bekaar teri aankhon ke siwa
[00:26.39] Ghar nahi jaata, mein bahar
[00:28.99] Rehta tera intezaar
[00:31.11] Mere khuwabon may aa naa kar ke solah singhaar
[00:35.80] Mein ab kyun hosh may aata nahi?
[00:37.66] Sukoon yeh dil kyun paata nahi?
[00:40.05] Kyun torrun khud se jo thay waaday
[00:42.44] Ke ab yeh ishq nibhaana nahi?
[00:44.56] Mein morrun tum se jo yeh chehra
[00:46.94] Dobara nazar milana nahi
[00:49.09] Yeh duniya jaanay mera dard
[00:51.48] Tujhe yeh nazar kyun aata nahi?
[00:53.59] Sohneya, yoon tera sharmana meri jaan naa lele
[00:58.64] Kaan ke peeche zulf chhupana, meri Jaan, kya kehne
[01:02.80] Zaalima, tauba tera nakhra, iss ke waar, kya kehne
[01:07.33] Thaam ke bethe dil ko ghaayal, kahin haar naa bethein
[01:11.84] Teri nazrein mujh se kya kehti hain?
[01:15.31] Inn may wafa behti hai
[01:17.42] Thori-thori si raazi, thori si khafa rehti hain
[01:21.93] Loug hain zaalim baray, inn may jafaa dekhi hai
[01:26.45] Yeh duniya teri nahi, mein ne tujh may hayaa dekhi hai
[01:31.14] Jeena muhaal mera tere bina
[01:34.86] Yeh saaray nashay bekaar teri aankhon ke siwa
[01:39.39] Ghar nahi jaata, mein bahar
[01:41.97] Rehta tera intezaar
[01:44.09] Mere khuwabon may aa naa kar ke solah singhaar
