Tune Jo Na Kaha - New York
[00:38.31] Tune jo na kaha
[00:41.06] Main woh sunta raha
[00:44.07] Khamakha bewajah khwaab bunta raha
[00:56.28] Mmmm mmm mmmmmm... mmm mmmm
[01:02.31] Tune jo na kaha
[01:04.81] Main woh sunta raha
[01:08.06] Khamakha bewajah khwaab bunta raha
[01:11.31] Jaane kiski humein lag gayi hai nazar
[01:20.40] Is shehar mein na apna thikana raha
[01:26.06] Durr chahat se mein apni chalta raha
[01:32.06] Khamakha bewajah khwaab bunta raha
[01:57.31] Dard pehle se hai zyaada
[01:59.81] Khud se phir yeh kiya wada
[02:03.31] Khamosh nazrein rahe bezubaan
[02:14.58] Aab na pehle si baatein hain
[02:17.82] Bolo to lab thar tharatein hain
[02:21.06] Raaz yeh dil ka
[02:25.06] Na ho bayaan
[02:26.57] Ho gaya ke aasar koi hum pe nayi
[02:32.07] Humsafar mein toh hai
[02:35.31] Humsafar hai nahi
[02:38.56] Durr jaata raha
[02:41.32] Paas aatha raha
[02:44.06] Khamakha bewajah khwaab bunta raha
[03:27.06] Aaya woh phir nazar aise
[03:29.87] Baat chidne lagi phir se
[03:33.06] Aankho mein chubtha kal ka dhuwaan
[03:44.57] Haal tera na hum sa hain
[03:47.56] Is khushi mein kyun gham sa hai
[03:50.82] Basne laga kyun phir woh jahan
[03:56.31] Woh jahan durr jisse gaye the nikal
[04:02.06] Phir se yaadon ne kar di hai jaise pehel
[04:08.07] Lamha beet ta huwa
[04:11.06] Dil dhukata raha
[04:14.31] Khamakha bewajah khwaab bunta raha
[04:20.56] Tune jo na kaha
[04:23.06] Main woh sunta raha
[04:26.31] Khamakha bewajah khwaab bunta raha
[04:32.32] Jaane kiski humein lag gayi hai nazar
[04:38.06] Is shehar mein na apna thikana raha
[04:44.31] Durr chahat se main apni chalta raha
[04:52.81] Bhuj gayi aag thi
[04:55.06] Daag jalta raha
