Pyaar Aata hai Vocals
[00:11.01] Teri baahon mein aana, kho jaana hai
[00:15.79] Na ho lafzon mein bayaan phir bhi batana hai
[00:22.43] Teri baahon mein aana, kho jaana hai
[00:28.54] Na ho lafzon mein bayaan phir bhi batana hai
[00:35.45] Hai ishq beshumaar aata hai
[00:40.76] Pyaar aata hai, tujhpe pyaar aata hai
[00:47.15] Pyaar aata hai, tujhpe pyaar aata hai
[00:53.78] Ek-ek lamhein mein sau-sau baar aata hai
[01:00.45] Pyaar aata hai, tujhpe pyaar aata hai
[01:34.47] Teri baatein ab khud se karta main rahoon
[01:40.61] Teri gaaliyon se yun hi main ab guzarta rahoon
[01:47.51] Teri baatein ab khud se karta main rahoon
[01:53.89] Teri gaaliyon se yun hi main ab guzarta rahoon
[02:00.80] Tujhse hi dil ko karaar aata hai
[02:05.58] Pyaar aata hai, tujhpe pyaar aata hai
[02:12.22] Pyaar aata hai, tujhpe pyaar aata hai
[02:18.86] Ek-ek lamhein mein sau-sau baar aata hai
[02:25.76] Pyaar aata hai, tujhpe pyaar aata hai
[02:48.87] Neendon mein jaga ke sataane lage ho
[02:54.18] Aazmaane lage ho ya jataane lage ho
[03:00.03] Aankhein batati hain, tum bhi chahne lage ho
[03:06.40] Deewano ko bhi lagne tum deewane lage ho
[03:13.06] Aankhein batati hain, tum bhi chahne lage ho
[03:19.72] Deewano ko bhi lagne tum deewane lage ho
[03:27.15] Aankhein band karoon, ru-ba-ru tu aata hai
[03:32.51] Pyaar aata hai, tujhpe pyaar aata hai
[03:38.91] Pyaar aata hai, tujhpe pyaar aata hai
[03:45.81] Ek-ek lamhein mein sau-sau baar aata hai
[03:53.25] Pyaar aata hai, tujhpe pyaar aata hai
