Bekhayali_Full_Song_Kabir_Singh_Shahid_K,Kiara_ASandeep_Reddy
[00:12.74] Hmm...
[00:29.24] Bekhayali mein bhi tera hi khayal aaye
[00:37.48] Kyun bichhadna hai zaroori ye sawaal aaye
[00:44.65] Teri nazdeekiyon ki khushi behisaab thi
[00:52.88] Hisse mein faasle bhi tere bemisaal aaye
[01:02.18] Main jo tumse door hoon
[01:05.37] Kyun door main rahoon
[01:07.23] Tera guroor hoon
[01:10.69] Aa tu faasla mita
[01:13.60] Tu khwaab sa mila
[01:15.73] Kyun khwaab tod doon
[01:36.18] Bekhayali mein bhi tera hi khayal aaye
[01:44.43] Kyun judaai de gaya tu ye sawaal aaye
[01:51.60] Thoda sa main khafa ho gaya apne aap se
[02:00.10] Thoda sa tujhpe bhi bewajah hi malaal aaye
[02:19.77] Hai ye tadpan, hai ye uljhan
[02:24.28] Kaise jee loon bina tere
[02:28.26] Meri ab sab se hai ann ban
[02:32.51] Bante kyun ye Khuda mere
[02:36.76] Hmm...
[02:53.23] Ye jo log baag hain
[02:56.15] Jungle ki aag hain
[02:58.18] Kyun aag mein jalun
[03:01.90] Ye nakaam pyaar mein
[03:04.55] Khush hai yeh haar mein
[03:06.68] Inn jaisa kyun banun
[03:37.49] Raatein dengi bata
[03:41.60] Neendon mein teri hi baat hai
[03:45.85] Bhoolun kaise tujhe
[03:49.84] Tu toh khayalon mein saath hai
[03:54.09] Bekhayali mein bhi tera hi khayal aaye
[04:02.32] Kyun bichhadna hai zaroori ye sawaal aaye
[04:27.63] Nazar gira de har ik manzar
[04:32.13] Ret ki tarah bikhar raha hai
[04:36.12] Dard tumhara badan mein mere
[04:40.37] Zeher ki tarah utar raha hai
[04:45.16] Nazar gira de har ik manzar
[04:48.87] Ret ki tarah bikhar raha hai
[04:52.86] Dard tumhara badan mein mere
[04:57.11] Zeher ki tarah utar raha hai
[05:05.07] Aa zamaane aazma le roothta nahi
[05:15.17] Faaslon se hosla ye tootta nahi
[05:25.29] Naa hai woh bewafa, aur na main hoon bewafa
[05:35.92] Woh meri aadaton ki tarah chhootta nahi
