Maand
[00:14.30] Mile toh tum kabhi nahi
[00:19.91] Meri hasrat kyun bhadkayi be-wajah?
[00:27.88] Ke tum bina jiyein agar
[00:33.99] Hua kaise na yeh jeena raaigan?
[00:47.86] Dariya mere dil ka yeh behta na
[00:51.58] Dukhi dil ki sada, kuch yeh kehta na
[00:54.76] Iski khamoshi ki tu wajah hai na
[00:58.48] Dil se tang aa gaya, yahi saza hai na
[01:01.67] "Ulfaton mein nahi koi paimana"
[01:05.12] Mere apnon ka mujhse yeh kehna tha
[01:08.84] Surmayi teri aankhon mein beh jaana
[01:12.03] Kya pata, tere gham mein hi rehna tha
[01:15.24] Mm, rehna tha
[01:25.34] Kyun yoon sehte-sehte
[01:28.53] Dil ko gham kha chuka, meri jaan?
[01:31.98] Kyun yoon rehte-rehte
[01:35.17] Dikhe na koi disha?
[01:38.62] Kyun yoon sehte-sehte
[01:42.07] Dil ko gham kha chuka, meri jaan?
[01:45.52] Kyun yoon rehte-rehte
[01:48.98] Dikhe na koi disha?
[01:50.59] Jo tu nahi toh aisa main chehra
[01:54.31] Ke jiski khoobsurti maand padi ho
[01:58.83] Aisa main dariya, jo behna na chahe
[02:04.43] Jo tu nahi toh aisa main chehra
[02:08.15] Ke jiski khoobsurti maand padi ho
[02:12.66] Aisa main dariya, jo behna na chahe
[02:19.30] Dariya mere dil ka yeh behta na
[02:23.55] Dukhi dil ki sada, kuch yeh kehta na
[02:26.74] Iski khamoshi ki tu wajah hai na
[02:30.19] Dil se tang aa gaya, yahi saza hai na
[02:33.65] "Ulfaton mein nahi koi paimana"
[02:37.10] Mere apnon ka mujhse yeh kehna tha
[02:40.30] Surmayi teri aankhon mein beh jaana
[02:43.49] Kya pata, tere gham mein hi rehna tha
[02:50.20] Kya pata, tere gham mein hi rehna tha
[02:53.95] Aisa main dariya, jo behna na chahe
