Lrc Player

Ye Tune Kya Kiya - Once Upon A Time In Mumbaai Dobara 320 Kbps

Unknown artist
[05:14.31]·Synced by Guest·
This lyric sheet isn't paired with a song yet, so lines are shown but won't sync or seek.

[00:02.71] Ishq woh bala hai...

[00:06.42] Ishq woh bala hai, jisko chhua isne woh jala hai

[00:13.60] Dil se hota hai shuru...

[00:16.52] Dil se hota hai shuru, par kambakht sar pe chadha hai

[00:21.83] Kabhi khud se, kabhi Khuda se, kabhi zamaane se lada hai

[00:28.21] Itna hua badnaam, phir bhi har zubaan pe ada hai

[00:46.27] Ishq ki saazishein, ishq ki baaziyaan

[01:06.46] Haara main khel ke do dilon ka jua

[01:27.17] Kyun tune meri fursat ki? Kyun dil mein itni harkat ki?

[01:32.75] Ishaq mein itni barkat ki, ye tune kya kiya?

[01:38.07] Phirun ab maara-maara main, chaand se bichhda taara main

[01:43.64] Dil se itna kyun haara main? Ye tune kya kiya?

[01:48.42] Saari duniya se jeet ke main aaya hoon idhar

[01:54.53] Tere aage hi main haara, kiya tune kya asar?

[01:58.78] Main dil ka raaz kehta hoon

[02:01.18] Ke jab-jab saansein leta hoon

[02:03.57] Tera hi naam leta hoon

[02:06.22] Ye tune kya kiya?

[02:30.39] Meri baanhon ko teri saanson ki jo aadatein lagi hain aisi

[02:37.03] Jee leta hoon ab main thoda aur

[02:41.02] Mere dil ki ret pe aankhon ki jo pade parchhaayi teri

[02:46.86] Pee leta hoon tab main thoda aur

[02:51.38] Jaane kaun hai tu meri, main na jaanun ye, magar

[02:56.16] Jahan jaaun main, karoon main wahan tera hi zikar

[03:01.21] Mujhe tu raazi lagti hai, jeeti hui baazi lagti hai

[03:06.25] Tabiyat taazi lagti hai, ye tune kya kiya?

[03:12.10] Main dil ka raaz kehta hoon, ki jab-jab saansein leta hoon

[03:15.55] Tera hi naam leta hoon, ye tune kya kiya?

[03:43.97] Dil karta hai teri baatein sunoon

[03:47.69] Saude main adhoore chunoon, muft ka hua ye faayda

[03:54.60] Kyun khud ko main barbaad karoon?

[03:58.58] Fanaa hoke tujhse miloon, ishq ka ajab hai qaida

[04:04.16] Teri raahon se jo guzri hai meri dagar

[04:08.94] Main bhi aage badh gaya hoon hoke thoda befikar

[04:14.25] Kaho toh, kisse marzi loon?

[04:16.91] Kaho toh, kisko arzi doon?

[04:19.83] Hansta ab thoda farzi hoon

[04:22.22] Ye tune kya kiya?

[04:31.52] ishq ki

[04:35.77] (Ye tune kya kiya?)

[04:36.30] saazishein

[04:41.35] (Ishaq mein itni barkat ki, ye tune kya kiya?) ishq ki

[04:54.63] (Phirun ab maara-maara main, chaand se bichhda taara main) baaziyaan

[04:58.35] (Dil se itna kyun haara main?) haara main khel ke do dilon ka jua