O saathi
[00:32.47] Allah, mujhe dard ke qaabil bana diya
[00:37.78] Toofaan ko hi kashti ka saahil bana diya
[00:42.83] Bechainiyaan samet ke saare jahaan ki
[00:48.14] Jab kuch na ban saka toh mera dil bana diya
[00:53.23] Oh, saathi, tere bina raahi ko raah dikhe na
[01:14.20] Oh, saathi, tere bina saahil dhuaan-dhuaan
[01:46.62] Aankhein moondein toh jaane kise dhoondhein
[01:50.61] Ke soya jaaye na, ke soya jaaye na
[01:57.05] Kise dhoondhein yeh khwahishon ki boondein?
[02:01.30] Ke soya jaaye na, ke soya jaaye na
[02:07.67] Maano nindiya piroya jaaye na
[02:13.26] Maano nindiya piroya jaaye na
[02:40.36] Allah, mujhe dard ke qaabil bana diya
[02:45.67] Toofaan ko hi kashti ka saahil bana diya
[02:50.99] Bechainiyaan samet ke saare jahaan ki
[02:56.29] Jab kuch na ban saka toh mera dil bana diya
[03:01.09] Oh, saathi, tere bina raahi ko raah dikhe na
[03:22.09] Oh, saathi, tere bina saahil dhuaan-dhuaan
