Lrc Player

Jaane Kyun

Unknown artist
[05:10.43]·
This lyric sheet isn't paired with a song yet, so lines are shown but won't sync or seek.

[00:12.98] Jaane kyun ye lage ke

[00:16.76] Hum mile kahi

[00:19.51] Pehli ki baat hain ye

[00:23.15] Do pal ki sahi…

[00:26.80] Raatein jagu andhere,

[00:30.00] Bina tere adhure

[00:33.19] Kaise jiyoon bataave, bataave…

[00:37.46] Tu lana vo beetein yaadein

[00:40.79] Barsaaton ki voh saari raatein

[00:43.85] Mere yaad phir bhi na aave,

[00:46.95] Mennu bhool na jaave, bhool na jaave,

[00:50.17] Teri yaad itna kyun aave,

[00:53.54] Kyun ye dil ko aise tadpaave,

[00:56.68] Har raat itni rulaave, hai main mar jaawaan

[01:03.32] Aise bhi kya tha gila-shikwa

[01:06.72] Jo tu mujhe kabhi na mila

[01:09.99] Kis baat ki thi ye saza,

[01:12.61] Tu bata de, tu bata de

[01:16.10] Aise bhi kya tha gila-shikwa

[01:19.72] Jo tu mujhe kabhi na mila

[01:22.77] Kis baat ki thi ye saza,

[01:25.56] Tu bata de, tu bata de

[01:41.82] Main raat bhar, yun jaag kar,

[01:43.38] Kyun phone par,

[01:44.45] Bas teri tasveeron ko dekhu,

[01:45.86] Aur dhoondhu vo, guzra hua beeti pal saari

[01:48.76] Main kaise bhooladu,

[01:51.34] Main kaise sab bhooladu.

[01:54.41] Voh baatein, beeti yaadein, jo rulaaye humein abhi bhi

[02:00.86] In raahon pe, in ragon pe, tera saaya bas gaya hain.

[02:07.24] Tu lana vo beetein yaadein

[02:10.27] Barsaaton ki voh saari raatein

[02:13.65] Mere yaad phir bhi na aave,

[02:16.72] Mennu bhool na jaave, bhool na jaave,

[02:20.01] Teri yaad itna kyun aave,

[02:23.16] Kyun ye dil ko aise tadpaave,

[02:26.24] Har raat itni rulaave, hai main mar jaawaan

[02:33.02] Aise bhi kya tha gila-shikwa

[02:36.35] Jo tu mujhe kabhi na mila

[02:39.38] Kis baat ki thi ye saza,

[02:42.34] Tu bata de, tu bata de

[02:45.78] Aise bhi kya tha gila-shikwa

[02:49.16] Jo tu mujhe kabhi na mila

[02:52.30] Kis baat ki thi ye saza,

[02:55.07] Tu bata de, tu bata de

[03:24.82] Koi na koi tha yaha,

[03:28.31] Jiske liye hum jee rahe

[03:31.66] Koi na koi tha yaha

[03:34.56] Jinpe ab bhi marta ye dil

[03:37.90] Na jaane voh kaisa andhera sa,

[03:42.03] saaya de gaya,

[03:44.25] Na jaane voh kaisa adhoora sa,

[03:48.39] Yaadein ban geya

[03:50.39] Voh kahi toh hain, voh kahi door hai,

[03:56.99] Par mera hai, mera hai, mera hai..

[04:02.43] Tu lana vo beetein yaadein

[04:05.63] Barsaaton ki voh saari raatein

[04:08.85] Mere yaad phir bhi na aave,

[04:11.94] Mennu bhool na jaave, bhool na jaave,

[04:15.05] Teri yaad itna kyun aave,

[04:18.30] Kyun ye dil ko aise tadpaave,

[04:21.61] Har raat itni rulaave, hai main mar jaawaan

[04:28.23] Aise bhi kya tha gila-shikwa

[04:31.38] Jo tu mujhe kabhi na mila

[04:34.56] Kis baat ki thi ye saza,

[04:37.39] Tu bata de, tu bata de

[04:41.09] Aise bhi kya tha gila-shikwa

[04:44.24] Jo tu mujhe kabhi na mila

[04:47.58] Kis baat ki thi ye saza,

[04:50.38] Tu bata de, tu bata de