Maand (Lyrics) - Bayaan, Hasan Raheem, Rovalio
[00:13.58] Mile toh tum kabhi nahi
[00:19.96] Meri hasrat kyun bhadkayi be-wajah?
[00:27.69] Ke tum bina jiyein agar
[00:33.89] Hua kaise na yeh jeena raaigan?
[00:48.28] Dariya mere dil ka yeh behta na
[00:51.73] Dukhi dil ki sada, kuch yeh kehta na
[00:54.92] Iski khamoshi ki tu wajah hai na
[00:58.64] Dil se tang aa gaya, yahi saza hai na
[01:02.10] "Ulfaton mein nahi koi paimana"
[01:05.55] Mere apnon ka mujhse yeh kehna tha
[01:08.73] Surmayi teri aankhon mein beh jaana
[01:12.19] Kya pata, tere gham mein hi rehna tha
[01:21.13] Mm, rehna tha
[01:25.11] Kyun yoon sehte-sehte
[01:28.30] Dil ko gham kha chuka, meri jaan?
[01:31.75] Kyun yoon rehte-rehte
[01:35.47] Dikhe na koi disha?
[01:38.93] Kyun yoon sehte-sehte
[01:42.38] Dil ko gham kha chuka, meri jaan?
[01:45.57] Kyun yoon rehte-rehte
[01:49.29] Dikhe na koi disha?
[01:51.14] Jo tu nahi toh aisa main chehra
[01:54.60] Ke jiski khoobsurti maand padi ho
[01:59.11] Aisa main dariya, jo behna na chahe
[02:04.69] Jo tu nahi toh aisa main chehra
[02:08.13] Ke jiski khoobsurti maand padi ho
[02:12.66] Aisa main dariya, jo behna na chahe
[02:20.10] Dariya mere dil ka yeh behta na
[02:23.28] Dukhi dil ki sada, kuch yeh kehta na
[02:27.00] Iski khamoshi ki tu wajah hai na
[02:30.19] Dil se tang aa gaya, yahi saza hai na
[02:33.64] "Ulfaton mein nahi koi paimana"
[02:37.10] Mere apnon ka mujhse yeh kehna tha
[02:40.55] Surmayi teri aankhon mein beh jaana
[02:43.74] Kya pata, tere gham mein hi rehna tha
[02:50.17] Kya pata, tere gham mein hi rehna tha
[02:53.87] Aisa main dariya, jo behna na chahe
