Pal Pal (Slowed+Reverb)
[00:20.61] Pal-pal jeena muhaal mera tere bina
[00:26.00] Yeh saaray nashay bekaar teri aankhon ke siwa
[00:31.58] Ghar nahi jaata, mein bahar, rehta tera intezaar
[00:36.63] Mere khuwabon may aa naa kar ke solah singhaar
[00:42.22] Mein ab kyun hosh may aata nahi?
[00:44.60] Sukoon yeh dil kyun paata nahi?
[00:47.25] Kyun torrun khud se jo thay waaday
[00:50.09] Ke ab yeh ishq nibhaana nahi?
[00:52.76] Mein morrun tum se jo yeh chehra
[00:55.41] Dobara nazar milana nahi
[00:58.07] Yeh duniya jaanay mera dard
[01:00.74] Tujhe yeh nazar kyun aata nahi?
[01:03.78] Sohneya, yoon tera sharmana meri jaan naa lele
[01:08.84] Kaan ke peeche zulf chhupana, meri Jaan, kya kehne
[01:14.41] Zaalima, tauba tera nakhra, iss ke waar, kya kehne
[01:19.99] Thaam ke bеthe dil ko ghaayal, kahin haar naa bethein
[01:24.75] Tеri nazrein mujh se kya kehti hain?
[01:28.78] Inn may wafa behti hai
[01:31.73] Thori-thori si raazi, thori si khafa rehti hain
[01:36.77] Loug hain zaalim baray, inn may jafaa dekhi hai
[01:42.08] Yeh duniya teri nahi, mein ne tujh may hayaa dekhi hai
[01:47.14] Jeena muhaal mera tere bina
[01:52.06] Yeh saaray nashay bekaar teri aankhon ke siwa
[01:57.75] Ghar nahi jaata, mein bahar, rehta tera intezaar
[02:02.82] Mere khuwabon may aa naa kar ke solah singhaar
