Pills On My Mind - SarpDansh
[00:02.41] Har tarah ka hai nasha mere sar pe
[00:08.72] Teri yaadon mein main fanaa
[00:14.43] Tere paas baitha phir bhi darbadar main
[00:19.72] Tere bin jeena hai saja
[00:24.41] B-b-boyfifty!
[00:26.09] Har tarah ka hai nasha mere sar pe
[00:28.66] Tu bhi puche na ab, aata kyun ni ghar main
[00:32.16] Teri yaadon mein main fanaa, yeah
[00:37.95] Tere paas baitha phir bhi darbadar main
[00:41.02] Khushi milti mujhe apni hi kabar mein
[00:44.08] Tere bin jeena hai saza, yeah
[00:49.72] Tu nahi baithi paas phir bhi mil jaata sukoon
[00:53.02] Ab paas tere honth nahi toh nashe ka junoon
[00:56.35] I'm taking all 'em pills and I can't deny the doom
[00:59.05] Ab baitha apne kamre pe, nas kaati behta khoon
[01:02.31] Saari raatein jo guzaari thi
[01:04.75] Wo saansein milti ja rahi thi
[01:05.88] Dhadkan bhi ye thamani thi
[01:07.13] Wo saara teri khushboo ka suroor
[01:10.46] Tu hai meri, isi baat ka guroor
[01:13.85] Ab khudme simatkar hun baitha
[01:17.29] Aur andar hi andar hun kehta
[01:20.12] Main laash bhi apni kurеdu toh
[01:22.86] Tera hi naam bahega bahega
[01:26.27] Tu karlе zaleel main hasta rahunga
[01:28.85] Tu meri ban, aj kal main naa kahunga
[01:31.57] Aur jo kabhi maut aayi tere paas
[01:35.50] Toh bachi hui jaan main tujhme bharunga
[01:38.28] Har tarah ka hai, ye nasha mere sar pe
[01:40.53] Tu bhi puche na ab, aata kyun ni ghar main
[01:43.90] Teri yaadon mein main fanaa, yeah
[01:50.17] Tere paas baitha phir bhi darbadar main
[01:52.75] Khushi milti mujhe apni hi kabar mein
[01:56.22] Tere bin jeena hai saza, yeah
[02:01.61] I can't you hold close, mere manail ka ye dosh
[02:05.25] Ab khaali ye makaan, zameen pe mera bojh
[02:08.31] Pills on my palm phir bhula deta main hosh
[02:11.38] Ab toh bas khayalon mein mil aata unse roz
[02:14.31] Imaaraton me kho na jaaun, kehta tha unhe
[02:17.16] Ilaake jo mana the, pairon ke nishaan hai
[02:19.88] Dilaase deti duniya ke tu khud ko rok matt
[02:22.89] Wo duniya ab kahan, akela main veerane mein
[02:26.08] Iraade the ki unke saath
[02:29.41] Dekhunga main sabz pehchanunga insaan
[02:32.03] Paaya maine unko aur khwahisein thi poori
[02:35.51] Faaslo ne cheena, ab khwahisein anjaan
[02:38.12] Beetein lamho ka main kaafi hoon aabhari
[02:41.38] Inhe chupa ke rakhta hun main baakiyo se aaj
[02:43.80] Bechaini hoti aur ye raate beet jaati
[02:47.16] Haste ashq aati jab bhi teri yaad
[02:50.45] Har tarah ka hai nasha mere sar pe mere sar pe
[02:52.56] Tu bhi puche na ab, aata kyun ni ghar main
[02:55.66] Teri yaadon mein main fanaa, yeah
[03:01.49] Tere paas baitha phir bhi darbadar main
[03:04.63] Khushi milti mujhe apni hi kabar mein
[03:07.43] Tere bin jeena hai saza
[03:12.54] ♪
