Lrc Player

Mat Aazma Re (From "Murder 3")

Pritam, KK
[04:08.30]·Synced by Guest·
This lyric sheet isn't paired with a song yet, so lines are shown but won't sync or seek.

[00:20.92] Mat aazma re, phir se bula re

[00:27.30] Apna bana le, hoon beqaraar

[00:32.37] Tujhko hi chaaha dil hai ye karta

[00:37.95] Haan, betahaasha tujhse hi pyaar

[00:43.25] Hasratein baar-baar, baar-baar yaar ki karo

[00:48.58] Khwahishein baar-baar, baar-baar yaar ki karo

[00:53.88] Chaahatein baar-baar, baar-baar yaar ki karo

[00:59.20] Mannatein baar-baar, baar-baar yaar ki karo

[01:25.76] Hum zaar-zaar rote hain, khud se khafa bhi hote hain

[01:32.41] Hum ye pehle kyun na samjhe? Tum faqat mere

[01:36.97] Dil ka qaraar khote hain, kahan chain se bhi sote hain

[01:42.81] Humne dil mein kyun bichhaaye shak ye gehre?

[01:47.33] Hasratein baar-baar, baar-baar yaar ki karo

[01:52.64] Khwahishein baar-baar, baar-baar yaar ki karo

[01:57.95] Chaahatein baar-baar, baar-baar yaar ki karo

[02:03.27] Mannatein baar-baar, baar-baar yaar ki karo

[02:29.59] Tere hi khwaab dekhna, teri hi raah taakna

[02:35.17] Tere hi vaaste hai meri har wafa

[02:40.54] Teri hi baat sochna, teri hi yaad odhna

[02:46.12] Tere hi vaaste hai meri har dua

[02:56.47] Tera hi saath maangna, teri hi baanh thaamna

[03:02.06] Mujhe jaana nahi kahin tere bina

[03:07.09] Tu mujhse phir na roothna, kabhi kahin na chhootna

[03:12.70] Mera koi nahi yahan tere siva

[03:17.74] Hasratein baar-baar, baar-baar yaar ki karo

[03:23.33] Khwahishein baar-baar, baar-baar yaar ki karo

[03:28.66] Chaahatein baar-baar, baar-baar yaar ki karo

[03:33.99] Mannatein baar-baar, baar-baar yaar ki karo