01. Abhijeet Srivastava, Siddhant Bhosle - Sawaal
[00:06.14] Aankhein aajkal kisi se bhi
[00:08.53] Milaate hum nahin
[00:10.15] Tere baare mein kisi ko ye
[00:12.00] Bata na dein
[00:13.58] Phir zamane ki nazar se bhi
[00:15.46] bachana hai tujhe
[00:17.31] Ye jahaan kahin nazar tujhe
[00:18.90] laga na de
[00:20.75] Tere baare mein jo yaar baithein
[00:22.88] Likhne hum kabhi
[00:24.49] Sau qataarein toh kitaabon ki
[00:26.07] Laga hi dein
[00:27.93] Tumko kaise par batayein ki
[00:30.05] Kitaabein kitni bhi
[00:31.66] Teri khoobiyaan kabhi bhi na
[00:33.24] Ginaa sakein
[00:35.10] Jaaneya puchhna
[00:36.70] Ek sawaal hai hume
[00:38.82] Tum agar haan kaho
[00:40.68] Khul ke bol dein
[00:42.26] Tu meri hai
[00:43.34] Zamaane ke aage
[00:44.92] Raaz khol dein jo
[00:47.05] Tu Jaaneya
[00:48.12] Haamiyaan de
[00:49.71] (x2)
[01:18.66] — Yun toh ye teri
[01:20.26] Zulfein ghaneri
[01:22.12] Yun bandhi bandhi bhi
[01:24.24] Hain haseen
[01:25.86] Zulfein tu hauley
[01:27.44] Se jab bhi kholey
[01:29.56] Mera hosh khona
[01:31.15] Laazmi —-
[01:33.27] Karti rehti sifarishein re
[01:36.72] Har ghadi farmahishein jaaneya re
[01:39.92] Tu hi inki hai khwahishen
[01:43.36] *Kyun bigaadey tu hi mere khwaabon ko*
[01:47.10] Jaaneya puchhna
[01:48.41] Ek sawaal hai hume
[01:50.27] Tum agar haan kaho
[01:52.14] Khul ke bol dein
[01:54.00] Tu meri hai
[01:55.32] Zamaane ke aage
[01:56.66] Raaz khol dein jo
[01:58.51] Tu Janeya
[01:59.58] Haamiyaan de
[02:00.90] (X2)
[02:16.05] Baarishon mein baadalon mein
[02:17.64] Taaron wali chaadaron mein
[02:19.49] Sab ke hi muqaabalon mein
[02:21.38] Haan haseen tum hi ho
[02:23.24] Saari meri aadaton mein
[02:24.82] Shiddaton mein chaahaton mein
[02:26.68] Paayi hai jo raahaton mein
[02:28.54] Tum hi har kahin ho
[02:30.40] Baarishon mein baadalon mein
[02:31.98] Taaron wali chaadaron mein
[02:33.84] Sab ke hi muqaabalon mein
[02:35.72] Haan haseen tum hi ho
[02:37.58] Saari meri aadaton mein
[02:39.16] Shiddaton mein chaahaton mein
[02:41.04] Paayi hai jo raahaton mein
[02:43.67] Tum hi ho
[02:44.75] Jaaneya puchhna
[02:45.81] Ek sawaal hai hume
[02:47.67] Tum agar haan kaho
[02:49.53] Khul ke bol dein
[02:51.37] Tu meri hai
[02:52.73] Zamaane ke aage
[02:54.58] Raaz khol dein jo
[02:55.65] Tu Janeya
[02:56.70] Haamiyaan de
[02:58.28] (x2)
