Lrc Player

01 - Talha Anjum - Kyun (feat. Annural Khalid)

Unknown artist
[03:25.71]·Synced by Guest·
This lyric sheet isn't paired with a song yet, so lines are shown but won't sync or seek.

[00:22.02] Tu aya nahi kyun?

[00:25.51] Sadiyo se lambay hain lamhay yahan kya karu

[00:31.32] Aahat pe teri mein neend se bhi uth paru

[00:36.91] Sab kuch bhula kar mein yaadein samaita karu

[00:42.50] Phir tere sirhanay mein baarish mein bheega karu

[00:45.66] Mil k bhi tu na mera

[00:48.60] Hai na yakeen ab tera

[00:51.52] Yaadon mein khoya hai dil ye roya hai

[00:54.98] Tujh ko dhoonda tha bewaja

[00:57.38] Janay ye aalam hai kesa

[01:00.04] Aaye ga kesay sawera

[01:03.20] Tanhai aisi hai mujh se kehti ye tujh ko phir se loon bula

[01:08.25] Tu na janay tere bin mein

[01:11.45] Kesay pal hain ye guzaaray

[01:14.37] I mean I'm sorry for the heartbreak

[01:17.03] You know we never should've parted

[01:19.16] (Wish we could) Go back to the better days

[01:22.32] Terey haath mein ho haath and I'm feelin great

[01:25.26] Per hain alag saray raastay

[01:28.44] Ghalti na ye meri na ye teri hai

[01:30.57] Tu aya nahi kyun

[01:34.04] Sadiyo se lambay hain lamhay yahan kya karu

[01:39.87] Aahat pe teri mein neend se bhi uth paru

[01:45.72] Sab kuch bhula kar mein yaadein samaita karu

[01:51.04] Phir tere sirhanay mein baarish mein bheega karu

[01:54.48] It's been a while

[01:55.82] Tum waqt ke na qail

[01:57.12] Dil ki dewaaro ko deemak ki tarah fikar teri khaye

[02:00.33] That wasn't a goodbye tum phir bhi na laut ke ayi

[02:02.72] Qalam uthayi phir mein ne aur likhi jo humne bitai

[02:05.89] Tere se pehle bhi tha kuch, tere baad bhi hu

[02:08.82] Tere saath tha jo wo dafan kar chuka apni zaat mein hu

[02:11.74] Aik laash hai bas, thori si yaad hai bas

[02:14.67] Aik adha qissa jis mein di jaati apni misaalein bas

[02:17.60] Malaal hai bas, tu aya nahi kyun

[02:19.72] Mein tou aya sun'ne wo geet tera tu ne gaya nahi kyun

[02:22.64] Khushi mein shamil raho meri mein gham mein bulata nahi hu

[02:25.03] Mein maaf kardeta hu lekin mein bhulata nahi hu

[02:27.94] Khuda ne de ke bhi, aur le ke bhi kiya imtihaan mera

[02:31.13] Mein tou sab keh ke bhi, na keh ke bhi jaana bezubaan raha

[02:34.05] Sab tou luta aye, yaad he teri mera samaan raha

[02:36.72] Sadiya'n guzari ke nai tere intizaar mein tu ye bata

[02:39.11] Tu aya nahi kyun

[02:42.55] Sadiyo se lambay hain lamhay yahan kya karu

[02:48.40] Aahat pe teri mein neend se bhi uth paru

[02:53.99] Sab kuch bhula kar mein yaadein samaita karu

[02:59.54] Phir tere sirhanay mein baarish mein bheega karu